Aaj Udta Hua Ek Panchhi Lyrics, Singer & Song Details

Gehra Daag 1963 album cover

Gehra Daag 1963 Album Details

O.P. Ralhan
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Rajendra Kumar, Mala Sinha, Madan Puri

album songs
Aaj Udta Hua Ek Panchhi
Singer : Mohammed Rafi

Aaj Udta Hua Ek Panchhi Lyrics

Song Title = Aaj Udta Hua Ek Panchhi
Song Lyrics Movie = Gehra Daag (1963)
Singer = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = O.P. Ralhan

Mp3 Song Lyrics

((aaj udhta hua ek panchi
zindagi ki bahar me aaya
fir nayi mastiya sath le kar
najaro me sath le kar aaya
aaj udhta hua ek panchi
zindagi ki bahar me aaya

aaj duniya jawaa ho gayi hai
jindgi meharbaa ho gayi hai

aaj duniya jawaa ho gayi hai
jindgi mehrabaa ho gayi hai

ae baharo teri kahani
ab meri dasta ho gayi hai
ab meri dasta ho gayi hai
mil gayi ab mujhe meri manzil
mai hasi yadgaar me aaya
mai hasi yadgaar me aaya
aaj udhta hua ek panchi
zindagi ki bahar me aaya

aa gaya fir suhana savera
mit gaya shame ghum ka andhera
aa gaya fir suhana savera
mit gaya shame ghum ka andhera

gungunane lagi hai ye bahare
fir hawao ne nagama bakhera
fir hawao ne nagama bakhera
saaj fir chid gaye jindgi ke
rang fir dil ke taar me aaya
aaj udhta hua ek panchi
zindagi ki bahar me aaya

aaj ki bekhudi ka batau
nagama ye jindgi ka sunau
aaj ki bekhudi ka batau
nagama ye jindgi ka sunau

ye bahare ye gulake ye kaliya
inse apni khushi kya chupau
inse apni khushi kya chupau
jo mera raaj dil dal ke hai
mai unhe raajdaro me aaya
mai unhe raajdaro me aaya

aaj udhta hua ek panchi
zindagi ki bahar me aaya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaj Udta Hua Ek Panchhi

Aaj Udta Hua Ek Panchhi is a song from Gehra Daag 1963. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Gehra Daag 1963 album song list for more songs and album details.