Aaj To Meri Hansi Udai Lyrics, Singer & Song Details

Gomti Ke Kinare 1972 album cover

Gomti Ke Kinare 1972 Album Details

Saawan Kumar Tak
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Agha, Jalal Agha, Harbans Darshan M. Arora

album songs
Aaj To Meri Hansi Udai
Singer : Lata Mangeshkar

Aaj To Meri Hansi Udai Lyrics

Song Title = Aaj To Meri Hansi Udai
Song Lyrics Movie = Gomti Ke Kinar (1972)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Saawan Kumar Tak

Mp3 Song Lyrics

((Aaj to meri hasi udayi
Jaise bhi chaha pukara
Aaj to meri hasi udayi
Jaise bhi chaha pukara
Kal jo mujhe in galiyo me laya
Wo bhi tha hath tumhara
Aaj to meri hasi udayi
Jaise bhi chaha pukara

Lute yaha chaman andhero me
Bike yaha badan andhero me
Lute yaha chaman andhero me
Bike yaha badan andhero me
Bhuli has ke is basti me
Rup ki chandi laz hai sone ka
Vyopar hai sara
Kal jo mujhe in galiyo me laya
Wo bhi tha hath tumhara
Aaj to meri hasi udayi
Jaise bhi chaha pukara

Socha kabhi mai hu ek insa bhi
Mai hi kabhi bahan maa bhi
Socha kabhi mai hu ek insa bhi
Mai hi kabhi bahan maa bhi
Tum to pyase pasi ankhe leke
Ho karne ko aaye mere labo pe
Mere lahu ka najara
Kal jo mujhe in galiyo me laya
Wo bhi tha hath tumhara
Aaj to meri hasi udayi
Jaise bhi chaha pukara

Sabko gunaho me magan dekha
Dekha sarifo ka chalan dekha
Sabko gunaho me magan dekha
Dekha sarifo ka chalan dekha
Sabki inayat haye dekhi maine ho
Mere hi dil ke tukde
Mera aashik kah ke pukara
Kal jo mujhe in galiyo me laya
Wo bhi tha hath tumhara
Aaj to meri hasi udayi
Jaise bhi chaha pukara...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaj To Meri Hansi Udai

Aaj To Meri Hansi Udai is a song from Gomti Ke Kinare 1972. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Gomti Ke Kinare 1972 album song list for more songs and album details.