Aaj Raat Chandni Hai Sad Lyrics, Singer & Song Details

Kal Ki Awaz 1992 album cover

Kal Ki Awaz 1992 Album Details

Ravi Chopra
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Dharmendra, Raj Babbar, Amrita Singh, Pratibha Sinha, Farida Jalal

album songs
Aaj Raat Chandni Hai Sad
Singer : Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Aaj Raat Chandni Hai Sad Lyrics

Song Title = Aaj Raat Chandni Hai - Sad
Movie/Album = Kal Ki Awaz (1992)
Singers = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Music Director(s) = Nadeem-Shravan
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Aaj raat chandni hai, aur tum mere saath ho
Aaj raat chandni hai, aur tum mere saath ho
Bas yeh duaa hai meri, aisi har ik raat ho
Aaj raat chandni hai, aur tum mere saath ho
Bas yeh duaa hai meri, aisi har ik raat ho

Khushiyaan tere, choomein kadam,
Aane na doon main kabhi tujhpe gum
Khushiyaan tere, choomein kadam,
Aane na doon main kabhi tujhpe gum
Yeh muskuraahat kabhi ho na kam
Khwaabon ki raagini saje, taaron ki baaraat ho
Bas yeh duaa hai meri, aisi har ik raat ho

Papa mera, meri shaan hai, tujhmein basi meri jaan hai
Papa mera, meri shaan hai, tujhmein basi meri jaan hai
Mera to bas yehi armaan hai
Ki chhoote na daaman kabhi, haathon mein yeh haath ho
Bas yeh duaa hai meri, aisi har ik raat ho

Karti rahoon, tujhse hi pyar, mamta ki tujhpe lutaaoon bahaar
Karti rahoon, tujhse hi pyar, mamta ki tujhpe lutaaoon bahaar
Is ghar pe kar doon dil o jaan nisaar
Hothon pe mere sadaa, dilbar teri baat ho
Bas yeh duaa hai meri, aisi har ik raat ho
Aaj raat chandni hai, aur tum mere saath ho
Bas yeh duaa hai meri, aisi har ik raat ho
Aaj raat chandni hai, aur tum mere saath ho...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaj Raat Chandni Hai Sad

Aaj Raat Chandni Hai Sad is a song from Kal Ki Awaz 1992. It is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Kal Ki Awaz 1992 album song list for more songs and album details.