Aaj Pyar Ke Naam Par Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Kaisa Farz 1984 album cover

Yeh Kaisa Farz 1984 Album Details

None
Raamlaxman
Indeevar
None

album songs
Aaj Pyar Ke Naam Par
Singer : Asha Bhosle

Aaj Pyar Ke Naam Par Lyrics

Song Title = Aaj Pyar Ke Naam Par
Movie/album = Yeh Kaisa Farz (1984)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Raamlaxman (Vijay Patil)
Director = Madan Sinha

Mp3 Song Lyrics

((Aaj to pyar ke naam par
Jaane nahi dungi tujhe kaam par
Aaj to pyar ke naam par
Jaane nahi dungi tujhe kaam par
Ek pal dur raha nahi jaaye
Le aayi hain jawani us mukaam par
Aaj to pyar ke naam par
Jaane nahi dungi tujhe kaam par

Tere dil ki chabhi aa gayi
Ab to mere haath me
Chahe kholu din me taala
Chahe kholu raat me
Tere dil ki chabhi aa gayi
Ab to mere haath me
Chahe kholu din me taala
Chahe kholu raat me
Hak mera teri subah sham par
Jaane nahi dungi tujhe kaam par
Hak mera teri subah sham par
Jaane nahi dungi tujhe kaam par
Ek pal dur raha nahi jaaye
Le aayi hain jawani us mukaam par
Aaj to pyar ke naam par
Jaane nahi dungi tujhe kaam par

Abhi se hain ye haal to
Aage nibhegi kaise yaari
Mujhko tera sath hain
Pyara tujhko naukari pyari
Abhi se hain ye haal to
Aage nibhegi kaise yaari
Mujhko tera sath hain
Pyara tujhko naukari pyari
Haal mera sun dil tham kar
Jaane nahi dungi tujhe kaam par
Haal mera sun dil tham kar
Jaane nahi dungi tujhe kaam par
Ek pal dur raha nahi jaaye
Le aayi hain jawani us mukaam par
Aaj to pyar ke naam par
Jaane nahi dungi tujhe kaam par.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaj Pyar Ke Naam Par

Aaj Pyar Ke Naam Par is a song from Yeh Kaisa Farz 1984. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Yeh Kaisa Farz 1984 album song list for more songs and album details.