Aaj Puraani Raahon Se Koi Lyrics, Singer & Song Details

Aadmi 1968 album cover

Aadmi 1968 Album Details

A Bhimsingh
Naushad
Shakeel Badayuni
Dilip Kumar Manoj Kumar Waheeda Rehman

album songs
Aaj Puraani Raahon Se Koi
Singer : Mohammad Rafi

Aaj Puraani Raahon Se Koi Lyrics

Song Mp3 Song Lyrics = Aaj Purani Raahon Se
Song Mp3 Song Lyrics Movie or Album = Aadmi (1968)
Singer(s) = Mohammad Rafi
Music Director(s) = Naushad
Lyricist(s) = Shakeel Badayuni


Mp3 Song Lyrics


aaj purani raahon se, koyi mujhe aawaaj na de - (2)
dard mein dube geet na de, gham ka sisakta saaj na de - (2)

beete dino ki yaad thi jiname, main woh taraane bhul chuka
aaj nayi manzil hai meri, kal ke thikaane bhul chuka
na woh dil na sanam, na woh din dharam
abb door hoon sare gunaaho se
aaj purani raahon se, koyi mujhe aawaaj na de

toot chuke sab pyar ke bandhan, aaj koyi janjir nahi
sheesha-e-dil mein armaano ki, aaj koyi tasvir nahi
abb shaad hoon main, aazad hoon main
kuch kaam nahi hai aaho se
aaj purani raahon se, koyi mujhe aawaaj na de
dard mein dube geet na de, gham ka sisakta saaj na de

jivan badala duniya badali, mann ko anokha gyaan mila
aaj mujhe apne hi dil mein ek naya insaan mila
pohuncha hoon wahaan nahi door jahaan
bhagvaan bhi meri nigaaho se
aaj purani raahon se, koyi mujhe aawaaj na de...


Posted by : {Anamika Tyagi}

Aaj Puraani Raahon Se Koi Video

About Aaj Puraani Raahon Se Koi

Aaj Puraani Raahon Se Koi is a song from Aadmi 1968. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad. Read the lyrics above and view the Aadmi 1968 album song list for more songs and album details.