Aaj Pehli Pehli Baar Lyrics, Singer & Song Details

Shera Daku 1966 album cover

Shera Daku 1966 Album Details

Radhakant
Ganesh
None
Sheikh Mukhtar, Nishi, Randhwa, Sunder, Kamran, Kumkum, Rajan Kapoor

album songs
Aaj Pehli Pehli Baar
Singer : Lata Mangeshkar, Usha

Aaj Pehli Pehli Baar Lyrics

Song Title = Aaj Pehli Pehli Baar
Movie/album = Shera Daku (1966)
Singer = Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Music Director = Ganesh

Mp3 Song Lyrics

((aaj pahli pahli bar
aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar
aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar
zindagi bhar hamara khyal rakhna
zindagi bhar hamara khyal rakhna
aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar

tumhe pyar ki kasam
tumhe pyar ki kasam
ruke jab kahi kadam
badhke dena sahara khyal rakhna
aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar

tumse ho tumse ye intza hai meri dekho
khafa na ho jana
dil ka ha dil ka karar banke rahna
dil se juda na ho jana
wada karo ab na kahi jaoge
wada karo ab na kahi jaoge
chod kar ha chod kar
besahara khyal rakhna
aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar
aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar

chahe ho chahe jamana chute
par ye daman kabhi na chutega
tute ha tute har ek nata
dil ka nata kabhi na tutega
dil ka nata kabhi na tutega
tumhe chaha tumhe chahe jayenge
tumhe chaha tumhe chahe jayenge
aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaj Pehli Pehli Baar

Aaj Pehli Pehli Baar is a song from Shera Daku 1966. It is sung by Lata Mangeshkar, Usha. Lyrics are credited to None. Music information: Ganesh. Read the lyrics above and view the Shera Daku 1966 album song list for more songs and album details.