Aaj Kuch Aur Hi Maza Lyrics, Singer & Song Details

Sheeshay Ka Ghar 1984 album cover

Sheeshay Ka Ghar 1984 Album Details

Amit Khanna
Bappi Lahiri
Amit Khanna
Raj Babbar, Vikas Desai, Padmini Kolhapure

album songs
Aaj Kuch Aur Hi Maza
Singer : Salma Agha

Aaj Kuch Aur Hi Maza Lyrics

Song Title = Aaj Kuch Aur Hi Maza
Movie/album = Sheeshe Ka Ghar (1984)
Singer = Salma Agha
Music By = Bappi Lahiri
Lyricist = Amit Khanna

Mp3 Song Lyrics

((Zindagi ho gayi kitni hasi
aarzu ab koi dil me nahi
jo bhi manga wo maine paya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya

zindagi ho gayi kitni hasi
aarzu ab koi dil me nahi
jo bhi manga wo maine paya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya
maza aaya

dekhte dekhte mai hui kya se kya
motiyo me tuli meri har ek ada
maine apne har jalwe ka
uncha mol chukaya
ab yaha koi bhi mujhsa nahi
mai dharu pav to dhanke jami
nagme bikhere mera saya
aaj kuch aur hi maja aaya
aaj kuch aur hi maja aaya
maja aaya

jo tassvur mila usko tasvir di
apne har khwab ko
maine tabir di
jo bhi mere dil ne socha
karke bhi dikhlaya
kyu na mai chum lu apni jabi
aa gaya ab mujhe apna yaki
maine kismat ka sar jhukaya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya
zindagi ho gayi kitni hasi
aarzu ab koi dil me nahi
jo bhi manga maine paya
aaj kuch aur hi maja aaya
aaj kuch aur hi maja aaya
aaj kuch aur hi maja aaya
aaj kuch aur hi maja aaya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaj Kuch Aur Hi Maza

Aaj Kuch Aur Hi Maza is a song from Sheeshay Ka Ghar 1984. It is sung by Salma Agha. Lyrics are credited to Amit Khanna. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Sheeshay Ka Ghar 1984 album song list for more songs and album details.