Aaj Koi Hai Aanewla Ho Lyrics, Singer & Song Details

Shair 1949 album cover

Shair 1949 Album Details

Chawla
None
None
Dev Anand, Suraiya, Agha, Shyama, Murad, Dulari

album songs
Aaj Koi Hai Aanewla Ho
Singer : Suraiyya

Aaj Koi Hai Aanewla Ho Lyrics

Song Title = Aaj Koi Hai Aanewla Ho
Movie/Album = Shair (1949)
Singer = Suraiyya

Mp3 Songs Lyrics

((aaj koi hai aanewaala -2
ho aanewaala
kaun
ye kyun batalaaun, ho ho ye kyun batalaaun -2
aaj koi hai aanewaala

jeewan ga re dil ye pukaare
piyaa-piyaa ho piyaa-piyaa
piyaa-piyaa ho piyaa-piyaa
jeewan ga re dil ye pukaare
piyaa-piyaa ho piyaa-piyaa
( sudh-budh haare laaj ke maare
mora jiya ho mora jiya ) -2
ho kaaga bole
kaaga bole mere dwaar
main dekh-dekh muskaaun ho

aaj koi hai aanewaala
ho aanewaala
kaun
ye kyun batalaaun, ho ho ye kyun batalaaun -2
aaj koi hai aanewaala

( o aaj kisi ki aas lagi hai
machal raha hai Khushi se dil
machal raha hai Khushi se dil ) -2
( man mera dole aur ye bole
piyaa se mil, ho piyaa se mil ) -2
ho duniya naache
duniya naache sang-sang
main jhoom-jhoom ke gaaun ho

aaj koi hai aanewaala
ho aanewaala
kaun
ye kyun batalaaun, ho ho ye kyun batalaaun -2
aaj koi hai aanewaala...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaj Koi Hai Aanewla Ho

Aaj Koi Hai Aanewla Ho is a song from Shair 1949. It is sung by Suraiyya. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Shair 1949 album song list for more songs and album details.