Son Of India 1962 - Download Mp3 Song

Son Of India 1962

Son Of India 1962

Mehboob
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Kamaljit, Simi Garewal, Kumkum, Sajid Khan, Jayant

album songs
Aaj Ki Tazza Khabar
Singer : Shanti Mathur

Aaj Ki Tazza Khabar Lyrics

Song Title = Aaj Ki Tazza Khabar
Movie/album = Son Of India (1962)
Singers = Shanti Mathur
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = Mehboob Khan

Mp3 Song Lyrics

((Aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar aao kaka ji idhar
Aao mama ji idhar suno duniya ki khabar
Aao kaka ji idhar aao mama ji idhar
Suno duniya ki khabar

Mai tumhare liye dukh aur khushi bhi laya
Mai tumhare liye aansu bhi hansi bhi laya
Dekh lo aaj ke insan ki halat kya hai
Aaj ki duniya me iman ki kimat kya hai
Log jite hai yaha duniya ko dhoka dekar

Aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar aao kaka ji idhar
Aao mama ji idhar suno duniya ki khabar

Aaj ek bhakt ne bhagwan ka mandir luta
Ek beiman ne masjid me churaya juta
Kale bazar ki ek toli pulis ne dhar li
Ek budhe ne jawan ladki se shadi kar li
Ek ladka uda ek mem ka batua lekar

Aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar aao kaka ji idhar
Aao mama ji idhar suno duniya ki khabar

Ek dhanvan ne aaj apna dharam chhod diya
Aaj ek bhukhe ne khud dam tod diya
Aaj tankha badi hai to majbur magan
Kal ho jayega bazar me mehanga rashan
Babu ji jayege daftar to pakode khakar

Aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar aao kaka ji idhar
Aao mama ji idhar suno duniya ki khabar

Yu to ganpat bhi hai jo shakti hai
Rahman bhi hai ye to batlao ke inme kahi
Insan bhi hai
Koi roti koi paise ko khuda kahta hai
Har koi pap ke dhandhe me laga rahta hai
Aaj bhagwan se badkar havaldar ka dar

Aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar aao kaka ji idhar
Aao mama ji idhar suno duniya ki khabar

Aaj amerika ne atam ka udaya ghoda
Rus ne aaj naya chand pe roket chhoda
Kahi se aaj ka insan kahi pahuncha hai
Phir bhi sachchai ke raste pe nahi pahuncha hai
Kise malum ke ye aadmi jayega kidhar

Aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar aao kaka ji idhar aao kaka jiidhar
Aao mama ji idhar suno duniya ki khabar
Aao kaka ji idhar
Aao mama ji idhar suno duniya ki khabar.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Aaj Ki Tazza Khabar Video

Video Description :

Aaj Ki Tazza Khabar download mp3 song

Recent Tags : Aaj Ki Tazza Khabar Lyrics | Aaj Ki Tazza Khabar Video Song | Aaj Ki Tazza Khabar free play mp3 song | Aaj Ki Tazza Khabar free download mp3 song | Aaj Ki Tazza Khabar Full Video Song | Free Aaj Ki Tazza Khabar movie songs | Aaj Ki Tazza Khabar free songs | Aaj Ki Tazza Khabar play online | Aaj Ki Tazza Khabar free mp3 song download | Aaj Ki Tazza Khabar online play Song | Aaj Ki Tazza Khabar Hindi Lyrics | Aaj Ki Tazza Khabar Lyrics | Aaj Ki Tazza Khabar online mp3 songs | Aaj Ki Tazza Khabar full songs | Aaj Ki Tazza Khabar online music | Aaj Ki Tazza Khabar free Video | Aaj Ki Tazza Khabar online Video | Aaj Ki Tazza Khabar mp3 Download | Free Download Aaj Ki Tazza Khabar song