Aaj Ki Raat Kuch Aisi Lyrics, Singer & Song Details

Swami 1977 album cover

Swami 1977 Album Details

Basu Chatterjee
Rajesh Roshan
Amit Khanna
Shabana Azmi, Suresh Chatwal, Dharmendra

album songs
Aaj Ki Raat Kuch Aisi
Singer : Asha Bhosle, K. J. Yesudas

Aaj Ki Raat Kuch Aisi Lyrics

Song Title = Aaj Ki Raat Kuch Aisi
Movie/Album = Swami (1977)
Singers = Asha Bhosle, K. J. Yesudas
Song Lyricists = Amit Khanna
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Basu Chatterjee

Mp3 Song Lyrics

((Aaj ki raat kuchh hogi aisi
Jab aayengi barat
Chupke tere sath
Tere rango mein rasiya
Rang jaungi
Bhag jaungi ha ha bhag jaungi
Apne raja ke sang
Sang bhag jaungi
Bhag jaungi ha ha bhag jaungi
Apne raja ke sang
Sang bhag jaungi

Irada tha mera wada tha
Tere kahne se pehle
Tujhe le jauga
Bhag jaungi ha ha bhag jaungi
Apne raja ke sang
Sang bhag jaungi
Aa aa aa aa
La la la la
La la la la la la
O ho o ho o ho o ho
Man mera dole ha aa
Kuch na bole ho o
Kab se baithi mein to
Haye khidki khole
Kya hua kuch nahi
Chal chale ruk nahi
Jab thama hai yeh hath
Phir din ho ya raat
Jab thama hai yeh hath
Phir din ho ya raat
Tere sanso ki khushboo ban jaungi
Bhag jaungi ha ha bhag jaungi
Apne raja ke sang
Sang bhag jaungi

Pyar kiya hai ha aa
Na koi chori
Bhag chali hai dekho
Chanda ke sang chakori
Meet hai geet hai
Preet hai jeet hai
Mud mud ke na dekh
Manzil hai ab ek
Mud mud ke na dekh
Manzil hai ab ek
Tu hai rahi mein
Teri rah ban jaungi
Bhag jaungi ha ha bhag jaungi
Apne raja ke sang
Sang bhag jaungi
Irada tha mera wada tha
Tere kahne se pehle
Tujhe le jauga.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aaj Ki Raat Kuch Aisi

Aaj Ki Raat Kuch Aisi is a song from Swami 1977. It is sung by Asha Bhosle, K. J. Yesudas. Lyrics are credited to Amit Khanna. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Swami 1977 album song list for more songs and album details.