Aaj Ki Raat Lyrics, Singer & Song Details

Raftaar 2009 album cover

Raftaar 2009 Album Details

Vickey S Kumar
Nitin Raikwar
Rashid Firozbadi
Aryan Singh, Vishal Kaushik, Tonisha Pawar

album songs
Aaj Ki Raat
Singer : Preeta Mazumder

Aaj Ki Raat Lyrics

Song Title = Aaj Ki Raat
Movie/album = Raftaar = An Obsession (2009)
Singers = Preeta Mazumder
Song Lyricists = Rashid Firozbadi
Music Director = Nitin Raikwar
Director = Vickey S. Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Aaj ki raat mein, aag hai jazbaat mein
Thodi si pyaas hai thodi si aas hai
Suno jara suno meri julfon se
Khelo na khelo na khelo na khelo na
Aaj ki raat mein, aag hai jazbaat mein

Behaki fiza nehaki hai aahein,
Aata nasha maj bhi yahaan hai
Jaane jaana tu khoya kahaan hai,
Meri yeh hasrat tujhape fida hai

Behaki fiza nehaki hai aahein,
Aata nasha maj bhi yahaan hai
Jaane jaana tu khoya kahaan hai,
Meri yeh hasrat tujhape fida hai
Dekho na dekho na haan dekho na haan
Aaj ki raat mein, aag hai jazbaat mein

Dekho jara yeh meri jawaani,
Bhul ja tu apani kahaani
Main toh hoon bas teri deewaani,
Kar le jara mujhape meherbaani

Dekho jara yeh meri jawaani,
Bhul ja tu apani kahaani
Main toh hoon bas teri deewaani,
Kar le jara mujhape meherbaani
Socho na socho na socho na
Aaj ki raat mein, aag hai jazbaat mein
Thodi si pyaas hai thodi si aas hai
Suno jara suno meri julfon se
Khelo na khelo na khelo na khelo na..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaj Ki Raat

Aaj Ki Raat is a song from Raftaar 2009. It is sung by Preeta Mazumder. Lyrics are credited to Rashid Firozbadi. Music information: Nitin Raikwar. Read the lyrics above and view the Raftaar 2009 album song list for more songs and album details.