Aaj Ke Naam Lyrics, Singer & Song Details

Haider 2014 album cover

Haider 2014 Album Details

Vishal Bhardwaj
Vishal Bhardwaj
Faiz Ahmed Faiz
Shahid Kapoor, Tabu, Shraddha Kapoor, Kay Kay Menon

album songs
Aaj Ke Naam
Singer : Rekha Bhardwaj

Aaj Ke Naam Lyrics

Song Title = Aaj Ke Naam
Movie/Album = Haider (2014)
Singers = Rekha Bhardwaj
Song Lyricists = Faiz Ahmed Faiz
Music Director = Vishal Bhardwaj

Mp3 Song Lyrics

((aaj ke naam aur aaj ke gham ke naam
aaj ka gham ke hai zindagi ke bhare
gulsita se khafa, zard patton ka ban
zard patton ka ban jo mera des hai
dard ki anjuman jo mera des hai
unn dukhi maaon ke naam, unn dukhi maaon ke naam
raat me jinke bachche bilakhte hai
aur nind ki maar khaaye huye baajuo se sambhalte nahi
dukh bataate nahi, minnat-o-zaariyo se behalte nahi
unn haseenaon ke naam, unn haseenaon ke naam

jinki aankhon ke gul chilmano aur dareecho ke belon pe
bekaar khil khil ke murjha gaye hai
unn beyahtaon ke naam, unn beyaahtaon ke naam
jinke badan bemohabbat riyaatar
se jo thee saj saj ke ukta gaye hai
bewaaon ke naam, katadiyon aur galiyon mohallon ke naam

jinke naapaak khashaak se
chand raato ko aake karta hai aksar vazoo
jinke saayon me karti hai aahob ka
aanchalon ki hina, chudiyon ki khanak, kaakulon ki mehak
aarzoo mand seeno ki apne pasine me jalne ki boo
padhnewaalo ke naam
aaj ke naam aur aaj ke gham ke naam
unn dukhi maaon ke, unn haseenaon ke, unn beyahtaon ke naam..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaj Ke Naam

Aaj Ke Naam is a song from Haider 2014. It is sung by Rekha Bhardwaj. Lyrics are credited to Faiz Ahmed Faiz. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Haider 2014 album song list for more songs and album details.