Aaj Kal Parsoon Me Lyrics, Singer & Song Details

Sitaron Se Aage 1958 album cover

Sitaron Se Aage 1958 Album Details

Satyen Bose
Sachin Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Ashok Kumar, Vyjayanthimala, Johnny Walker, Rajasulochana

album songs
Aaj Kal Parsoon Me
Singer : Asha Bhosle

Aaj Kal Parsoon Me Lyrics

Song Title = Aaj Kal Parsoon Me
Movie/Album = Sitaron Se Aage (1958)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Satyen Bose

Mp3 Song Lyrics

((Aaj kal parso
Aaj kal parso mein phoole jab sarso
Videsi piya aa jana bhul jana na
Bhul jana na
Videsi piya aa jana

Jeth mein jalan se
Jeth mein jalan se pasina bahe tan se
Ye lat bhikhra jana bhul jana na

Bhul jana na
Jeth mein jalan se pasina bahe tann se
Ye lat bhikhra jana bhul jana na

Bhul jana na
Videsi piya aa jana

Jhume kare badra
Jhume kare badra bahau jab kajra
Gale se lipta jana bhul jana na
Bhul jana na
Gale se lipta jana
Jhume kare badra bahau jab kajra
Gale se lipta jana bhul jana na
Bhul jana na
Videsi piya aa jana

Haryali chhaye
Haryali chhaye pawan lahraye
Kadam tale aa jana
Bhul jana na bhul jana na
Kadam tale aa jana
Haryali chhaye pawan lahraye
Kadam tale aa jana
Bhul jana na bhul jana na
Videsi piya aa jana
Aa ja aa ja aa ja aaja re aaja
Aa ja aa ja aa ja aaja re aaja

Aaj kal parso mein phoole jab sarso
Aaj kal parso mein phoole jab sarso
Videsi piya aa jana
Videsi piya aa jana
Bhul jana na
Videsi piya aa jana
Bhul jana na
Videsi piya aa jana
Bhul jana na
Videsi piya aa jana.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aaj Kal Parsoon Me

Aaj Kal Parsoon Me is a song from Sitaron Se Aage 1958. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Sitaron Se Aage 1958 album song list for more songs and album details.