Aaj Kahti Hai Kisi Ki Lyrics, Singer & Song Details

Apna Ghar Apni Kahani 1968 album cover

Apna Ghar Apni Kahani 1968 Album Details

Phani Majumdar
Datta Naik
Qamar Jalalabadi
Shekhar, Bina Rai, Mumtaz

album songs
Aaj Kahti Hai Kisi Ki
Singer : N/A

Aaj Kahti Hai Kisi Ki Lyrics

Song Lyrics Title = Aaj Kahti Hai Kisi Ki
Song Lyrics Movie = Apna Ghar Apni Kahani (1968)
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Composer = Datta Naik
Director = Phani Majumdar


Mp3 Song Lyrics

((aaj kahti hai kisi ki zindagi rote huye
maang sooni ho gayi
sindoor ke hote huye
apna ghar aur apni kahaani
kyaa samjhe duniya deewaani
apna ghar aur apni kahaani
kyaa samjhe duniya deewaani
apna ghar aur apni kahaani

manzil ko paakar laut aaye
raahi ki hai itni kahaani
manzil ko paakar laut aaye
raahi ki hai itni kahaani
kyaa samjhe duniya deewaani
apna ghar aur apni kahaani
kyaa samjhe duniya deewaani
apna ghar aur apni kahaani

jiske liye jeena seekha thaa
us bairi ne kadr na jaani
jiske liye jeena seekha thaa
us bairi ne kadr na jaani
kyaa samjhe duniya deewaani
apna ghar aur apni kahaani
kyaa samjhe duniya deewaani
apna ghar aur apni kahaani

unki nishaani goad lekar
keh na sakoon isse unki nishaani
unki nishaani goad lekar
keh na sakoon isse unki nishaani
kyaa samjhe duniya deewaani
apna ghar aur apni kahaani
kyaa samjhe duniya deewaani
apna ghar aur apni kahaani..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Aaj Kahti Hai Kisi Ki Video

About Aaj Kahti Hai Kisi Ki

Aaj Kahti Hai Kisi Ki is a song from Apna Ghar Apni Kahani 1968. It is sung by N/A. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Datta Naik. Read the lyrics above and view the Apna Ghar Apni Kahani 1968 album song list for more songs and album details.