Aaj Ka Sama Milan Ka Lyrics, Singer & Song Details

Hum Pyar Tumhi Se Ker Baithe 2002 album cover

Hum Pyar Tumhi Se Ker Baithe 2002 Album Details

Mohan Singh Rathor
Ram Laxman
Ravinder Rawal
Jugal Hansraj, Tina Rana

album songs
Aaj Ka Sama Milan Ka
Singer : Saurabh P Srivastav

Aaj Ka Sama Milan Ka Lyrics

Song Title = Aaj Ka Sama Milan Ka
Movie/Album = Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe (2002)
Singer = Saurabh P Srivastav
Music By = Ram Laxman
Lyricist = Ravinder Rawal

Mp3 Song Lyrics

((aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
jaha jaha nazar gayi
waha waha yaar hai
isi kashis ka naam lo
jaha me pyar hai
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya

aaj tak nazar ne meri
aisa nazara dekha nahi
puchhta hai dil ye mera
khwab to nahi ye kahi
bichhde hue apne jo karib laya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya

kyu na ise kahe na chaman
phul har taraf hai khile
hai dua kayamat talak
khatam ho na ye silsile
shukriya ae dil mujhko
yaha pe jo laya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
jaha jaha nazar gayi
waha waha yaar hai
isi kashis ka naam lo
jaha me pyar hai
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya
aaj ka sama milan ke
rang me nahaya
dil se dil mile khushiyo
ka mausam hai aaya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaj Ka Sama Milan Ka

Aaj Ka Sama Milan Ka is a song from Hum Pyar Tumhi Se Ker Baithe 2002. It is sung by Saurabh P Srivastav. Lyrics are credited to Ravinder Rawal. Music information: Ram Laxman. Read the lyrics above and view the Hum Pyar Tumhi Se Ker Baithe 2002 album song list for more songs and album details.