Aaj Ka Din Lyrics, Singer & Song Details

Anokha Rista 1986 album cover

Anokha Rista 1986 Album Details

I.V. Sasi
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Smita Patil, Sabia

album songs
Aaj Ka Din
Singer : Asha Bhosle

Aaj Ka Din Lyrics

Song Lyrics Title = Aaj ka din na
Song Lyrics Movie = Anokha rishta 1986
Singer =Asha Bhosle
Music By =R D Burman
Lyricist =Anand Bakshi


Mp3 Song Lyrics

((aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
jivan sapna sahi pars sacha lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

hum bhi yaha tum bhi yaha
milte hai roz aise logo kaha
hum bhi yaha tum bhi yaha
milte hai roz aise logo kaha
mehfil me har koi kuch kahta lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

ye aankh to anjan hai
dil katilo ki lekin pehchan hai
ye aankh to anjan hai
dil katilo ki lekin pehchan hai
dekhe jo pyar se vo pyara lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

murat hai kya surat hai kya
dil se jiyada khubsurat hai kya
murat hai kya surat hai kya
dil se jiyada khubsurat hai kya
jaisa ho dil hi chehara waisa lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
jivan sapna sahi par sacha lagta hai
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Aaj Ka Din Video

About Aaj Ka Din

Aaj Ka Din is a song from Anokha Rista 1986. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Anokha Rista 1986 album song list for more songs and album details.