Aaj Jane Ki Zid Lyrics, Singer & Song Details

Monsoon Wedding 2001 album cover

Monsoon Wedding 2001 Album Details

Mira Nair
Malkit Singh
Faiyyaz Hashmi
Naseeruddin Shah, Lillete Dubey, Shefali Shah, Vasundhara Das, Vijay Raaz, Tillo

album songs
Aaj Jane Ki Zid
Singer : Farida Khanum

Aaj Jane Ki Zid Lyrics

Song Title = Aaj Jane Ki Zid
Movie/Album = Monsoon Wedding (2001)
Singer = Farida Khanum
Music By = Malkit Singh
Lyricist = Faiyyaz Hashmi

Mp3 Song Lyrics

((aaj jaane ki zid na karo
aaj jaane ki zid na karo
aaj jaane ki zid na karo
yu hi pahlu me bete raho
yu hi pahlu me bete raho
aaj jaane ki zid na karo

haye mar jayege
ham to lut jayege
aesi baate kiya na karo
aaj jaane ki zid na karo
aaj jaane ki zid na karo
haye mar jayege
ham to lut jayege
aesi baate kiya na karo
aaj jaane ki zid na karo

tum bhi socho jara
kyo na roke tumhe
jaan jati hai jab
uth ke jate ho tum
jaan jati hai jab
uth ke jate ho tum
tumko apni kasm jane jaa
baat etni meri man lo

aaj jaane ki zid na karo
yu hi pahlu me bete raho
yu hi pahlu me bete raho
aaj jaane ki zid na karo
haye mar jayege
ham to lut jayege
aesi baate kiya na karo

wqat ki ked me zindagi hai magar
wqat ki ked me zindagi hai magar
chnd gadiya yhi hai jo aajad hai
chnd gadiya yhi hai jo aajad hai
in kho kar meri jane jaa
umar bar na tarste rho
aaj jaane ki zid na karo
haye mar jayege
ham to lut jayege
aesi baate kiya na karo
aaj jaane ki zid na karo))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaj Jane Ki Zid

Aaj Jane Ki Zid is a song from Monsoon Wedding 2001. It is sung by Farida Khanum. Lyrics are credited to Faiyyaz Hashmi. Music information: Malkit Singh. Read the lyrics above and view the Monsoon Wedding 2001 album song list for more songs and album details.