Aaj Jaane Ki Zid Na Lyrics, Singer & Song Details

Bhopal Express 1999 album cover

Bhopal Express 1999 Album Details

Mahesh Mathai
Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa
Sagarika Mukherjee
Kay Kay Menon, Nethra Raghuraman, Zeenat Aman

album songs
Aaj Jaane Ki Zid Na
Singer : None

Aaj Jaane Ki Zid Na Lyrics

Song Lyrics Title = Aaj Jaane Ki Zid Na Karo
Song Lyrics Movie = Bhopal Express (1999)
Song Lyricists = Sagarika Mukherjee
Music Composer = Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Director = Mahesh Mathai
Music Label = Sony BMG
Release on = 2nd December, 1999

Mp3 Song Lyrics

((Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Youn hi pehlu mein baithe raho
Youn hi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Tum hi socho zara kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum


Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tumko apni kasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghariyaan yehi hain jo aazaad hain
Chand ghariyaan yehi hain jo aazaad hain
Inko kho kar meri jaan-e-jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Kitna masoom rangeen hain yeh sama
Husn aur ishq ki aaj meraaj hai
Husn aur ishq ki aaj meraaj hai
Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Youn hi pehlu mein baithe raho
Youn hi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Aaj Jaane Ki Zid Na Video

About Aaj Jaane Ki Zid Na

Aaj Jaane Ki Zid Na is a song from Bhopal Express 1999. It is sung by None. Lyrics are credited to Sagarika Mukherjee. Music information: Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa. Read the lyrics above and view the Bhopal Express 1999 album song list for more songs and album details.