Aaj Hua Mera Dil Matwala Lyrics, Singer & Song Details

Chhote Nawab 1961 album cover

Chhote Nawab 1961 Album Details

S.A. Akbar
Rahul Dev Burman
Shailendra
Ameeta, Mehmood, Johnny Walker

album songs
Aaj Hua Mera Dil Matwala
Singer : Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar

Aaj Hua Mera Dil Matwala Lyrics

Song Lyrics Title = Aaj Hua Mera Dil Matwala
Song Lyrics Movie = Chhote Nawab 1961
Singer =Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = S.A. Akbar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((aaj hua mera dil matwala
gate chale hum pyar ki sargum
tu hi bata humdum mere
kisne ye jadu dala
aaj hua mera dil matwala
gate chale hum pyar ki sargum
tu hi bata humdum mere
kisne ye jadu dala
aaj hua mera dil matwalah
ha dil matwala ha dil matwala

bhigi fijaye thadi hawaye
hamko kaha le chali
ho kano me pyar ka ye payam de chali
ho kano me pyar ka ye payam de chali
dil me hua ujiyala
aaj hua mera dil matwala
gate chale hum pyar ki sargum
tu hi bata humdum mere
kisne ye jadu dala
aaj hua mera dil matwala
ho dil matwala ha dil matwala

khwabo me jisne khoye hue the
aakhir wo din aa gaya
thi jiski aarzu dil murad pa gaya
thi jiski aarzu dil murad pa gaya
sang hai mera dilwala
aaj hua mera dil matala
gate chale hum pyar ki sargum
tuhi bata humdum mere
kisne ye jadu dala
aaj hua mera dil matwalah
ha dil matwala ha dil matwala

daman me mere moti bikhere
ye kaun dil me hasa
daman me mere moti bikhere
ye kaun dil me hasa
ho banke bahar kaun jindagi pe cha gaya
ho banke bahar kaun jindagi pe cha gaya
khwabo ko mere rang dala
aaj hua mera dil matwala
gate chale hum pyar ki sargum
tu hi bata humdum mere
kisne ye jadu dala
aaj hua mera dil matwala..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaj Hua Mera Dil Matwala

Aaj Hua Mera Dil Matwala is a song from Chhote Nawab 1961. It is sung by Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Chhote Nawab 1961 album song list for more songs and album details.