Aaj Galiyon Mein Teri Lyrics, Singer & Song Details

Sohni Mahiwal 1958 album cover

Sohni Mahiwal 1958 Album Details

Raja Nawathe
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Bharat Bhushan, Nimmi, Om Prakash

album songs
Aaj Galiyon Mein Teri
Singer : Mohammed Rafi

Aaj Galiyon Mein Teri Lyrics

Song Title = Aaj Galiyon Mein Teri
Movie/album = Sohni Mahiwal (1958)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = Raja Nawathe

Mp3 Song Lyrics

((Eye meri zindagi ke sahare kaha hai tu
Mujhko bhi apne paas bulale jaha hai tu
Aaj galiyo me teri aaya hai deewana tera
Aaj galiyo me teri aaya hai deewana tera
Dil me lekar gum tera hotho pe afsana tera
Aaj galiyo me teri

Bhikh de didar ki parda utha jalwa dikha
Bhikh de didar ki parda utha jalwa dikha
Mangta hai husn ki khairat mastana tera
Mangta hai husn ki khairat mastana tera
Aaj galiyo me teri aaya hai deewana tera
Aaj galiyo me teri

Tu hi dil ko husn ki chingariyo se fuk de
Tu hi dil ko husn ki chingariyo se fuk de
Aag me gum ki jala jata hai parwana tera
Aag me gum ki jala jata hai parwana tera
Aaj galiyo me teri

Teri marji hai bana de ya mita de tu mujhe
Teri marji hai bana de ya mita de tu mujhe
Zindagi tujh par ha isadke dil hai najrana tera
Zindagi tujh par ha isadke dil hai najrana tera
Aaj galiyo me teri aaya hai deewana tera
Dil me lekar gum tera hotho pe afsana tera
Aaj galiyo me teri.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aaj Galiyon Mein Teri

Aaj Galiyon Mein Teri is a song from Sohni Mahiwal 1958. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Sohni Mahiwal 1958 album song list for more songs and album details.