Aaj Dil Ki Baatein Lyrics, Singer & Song Details

Jeena Marna Tere Sang 1992 album cover

Jeena Marna Tere Sang 1992 Album Details

Vijay Reddy
Dilip Sen, Sameer Sen
Ibrahim Ashq
Sanjay Dutt, Raveena Tandon

album songs
Aaj Dil Ki Baatein
Singer : Anuradha Paudwal, Babla Mehta

Aaj Dil Ki Baatein Lyrics

Song Title = Aaj Dil Ki Baatein
Movie/Album = Jeena Marna Tere Sang (1992)
Singer = Anuradha Paudwal, Babla Mehta
Lyricist = Ibrahim Ashq, Indeevar, Sameer, Yogesh
Music Director = Dilip Sen, Sameer Sen

Mp3 Song Lyrics

((aaj dil ki bate kah denge hum sabhi
pyar mera tum ho tum ho meri jindagi
phulo se bari chahe ho dagar
kante se bara chahe ho safar
vada karo sari honge na hum tum juda
pyar ho gaya meri jaan
pyar ho gaya meri jaan

baho jo mehbub ke umko kinara mila dub ke
pyar ke sahil me hum dub jayenge
jindagi hum tere naam kar jayenge
aisa chale pyar ka silsila
sanso ka bhi na rahe faisla
saas me jivan me
dil me dhadkan tu
nain me darpan tu
pyar me bandhan tu
pyar ho gaya meri jaan
pyar ho gaya meri jaan

jab se mohabbat hui hai jawan
rangeen lagta hai sara jahan
surmayi aanchal se reshmi badal hai
madhbari bundo ki gunjjti payal hai
chalta rahe ye safar pyar ka
bas mangati hu bas yahi dua
chahe mausam aaye
chahe mausam jaye
pyar ke nagame ye dubkar hum gaye
pyar ho meri jaan
pyar ho meri jaan
aaj dil ki bate kah denge hum sabhi
pyar mera tum ho tum ho meri jindagi
aaj dil ki bate kah denge hum sabhi
pyar mera tum ho tum ho meri jindagi
phulo se bari chahe ho dagar
kante se bara chahe ho safar
vada karo sari honge na hum tum juda
pyar ho gaya meri jaan
pyar ho gaya meri jaan...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaj Dil Ki Baatein

Aaj Dil Ki Baatein is a song from Jeena Marna Tere Sang 1992. It is sung by Anuradha Paudwal, Babla Mehta. Lyrics are credited to Ibrahim Ashq. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the Jeena Marna Tere Sang 1992 album song list for more songs and album details.