Aaj Achanak Rut Ke Lyrics, Singer & Song Details

Chakradhari 1954 album cover

Chakradhari 1954 Album Details

Raman B. Desai
Avinash Vyas
Ramchandra Baryanji Dwivedi
Nirupa Roy, Trilok Kapoor, Shahu Modak

album songs
Aaj Achanak Rut Ke
Singer : Mohammad Rafi

Aaj Achanak Rut Ke Lyrics

Song Lyrics = Aaj Achanak Rut Ke
Song Lyrics = Movie or Album = Chakradhari 1954
Singer(s) = Mohammad Rafi
Song Lyricists = Ramchandra Baryanji Dwivedi
Music Composer = Avinash Vyas
Director = Raman B. Desai
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((aaj achanak rut key mujh se, chale gaye bhagwan
koyee meree madad karo rey, hai andhee tufan
prabhu man manee kar sakte hain, ban sakte pashan
kaise patthar banu kaho me, me durbal insan

bolo hai jamin, bolo aasman
koyee tho jawab do, kholo rey jaban
kaunsi disha me gaye, mere bhagwan
bolo hai jamin bolo aasman

roko roko rasta dishao kee divaro
band sare rahe karo gagan key dwaro
prabhu key bago me pado chand sitaro
janey nahee paye -3 mere karuna nidhan

bolo hai jamin bolo aasman

kaisa nasib me din yeh dikhaya
sab kuchh pake too kuchh naa paya
mere jaise bhagyahin ko dega kaun dilasa
pada rehgaya nadi kinare, me pyasa kaa pyasa
kaisa hai kathor yeh vidhi kaa vidhan
kaunsi disha me gaye mere bhagwan
bolo hai jamin bolo aasman ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaj Achanak Rut Ke

Aaj Achanak Rut Ke is a song from Chakradhari 1954. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Ramchandra Baryanji Dwivedi. Music information: Avinash Vyas. Read the lyrics above and view the Chakradhari 1954 album song list for more songs and album details.