Aaj Aasman Kuchhh Aur Neela Lyrics, Singer & Song Details

Vaada Raha 2009 album cover

Vaada Raha 2009 Album Details

Samir Karnik
None
None
Kangana Ranaut, Bobby Deol, Dwij Yadav, Atul Agnihotri

album songs
Aaj Aasman Kuchhh Aur Neela
Singer : Shaan, Shweta Pandit

Aaj Aasman Kuchhh Aur Neela Lyrics

Song Title = Aaj Aasman Kuchhh Aur Neela
Movie/Album = Vaada raha i promise (2009)
Singer = Shaan, Shweta Pandit

Mp3 Song Lyrics

((aaj aasmaan
kuchhh aur neela lage
aaj aasmaan
kuchh aur neela lage

aaj aasmaan
kuchh aur neela lage
aaj aasmaan
kuchh aur neela lage

sooraj ka chehra bhi
kuchh aur roshan sa lage
shayad wo ye jante hai
shayad wo ye jante hai

shayad wo ye jante hai
tum saath ho mere
shayad wo ye jante hai
tum sath ho mere
meri khushi mein dekho
wo bhi shamil ho chale

aaj aasmaan
kuchh aur neela lage
sooraj ka chehra bhi
kuchh aur roshan sa lage

pahele bhi havaye ye bhati rahi
magar thi fizaaon mein ye dilkashi nahi
pahele bhi havaye ye bhati rahi
magar thi fizaaon mein ye dilkashi nahi

ye jitne nazare hai sab the yahin
kashish in mein kabhi itni haseen na thi

shayad wo ye jante hai
tum sath ho mere
shayad wo ye jante hai
tum sath ho mere
meri khushi mein dekho
wo bhi shaamil ho chale

aaj aasmaan
kuchh aur neela lage
sooraj ka chehra bhi
kuchh aur roshan sa lage

aaj aasmaan aaj aasmaan

jhalakne lagi meri aankho mein bhi
haan in mein chupi thi jo shararaten kayi
jhalakne lagi meri aankho mein bhi
haan in mein chupi thi jo shararaten kayi

khud se he haste mein jo mein har zubaan
sabhi hairan hai unhe kya hua

shayad wo ye jante hai
tum sath ho mere
shayad wo ye jante hai
tum saath ho mere
meri khushi mein dekho
wo bhi shaamil ho chale

aaj aasmaan
kuchh aur neela lage
sooraj ka chehra bhi
kuchh aur roshan sa lage
aaj aasmaan
kuchh aur neela lage
sooraj ka chehra bhi
kuchh aur roshan sa lage....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaj Aasman Kuchhh Aur Neela

Aaj Aasman Kuchhh Aur Neela is a song from Vaada Raha 2009. It is sung by Shaan, Shweta Pandit. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Vaada Raha 2009 album song list for more songs and album details.