Aaiyo Yoo Aaiyo Lyrics, Singer & Song Details

Guru 1989 album cover

Guru 1989 Album Details

Umesh Mehra
Bappi Lahiri
Anjaan
Mithun Chakraborty, Sridevi, Shakti Kapoor

album songs
Aaiyo Yoo Aaiyo
Singer : Asha Bhosle

Aaiyo Yoo Aaiyo Lyrics

Song Title = Aaiyo Yoo Aaiyo
Movie/Album = Guru (1989)
Singers = Asha Bhosle
Lyricists = Anjaan
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Umesh Mehra

Mp3 Song Lyrics

((Kya kya sapane dekhe the, ik din hogi meri shaadi
Shaadi ho gayi tab yeh jaana, shaadi hai barbaadi

Ai ya yo ai yai yai yo......
Ek chulbuli phuljhadi, bhudhe ke palle padi
Haay kaise lallu se shaadi ho gayi aay haay haay haay
Ai ya yo ai yai yai yo......
Ek phuljhadi chulbuli, bhudhe ke palle padi
Haay kaise lallu se shaadi ho gayi aay
Ai ya yo ai yai yai yo......

Laaya mujhe shaadi ka joda sajaake, rakh diya pinjare ki maina banaake
Mukhada nihaare woh dil mein na jhaanke
Dil kahe dub mari main kahin jaake
Kya yahin hoti hai shaadi ki khushi haay haay haay
Ai ya yo ai yai yai yo......
Ek chulbuli phuljhadi, bhudhe ke ke palle padi
Haay kaise lallu se shaadi ho gayi aay haay
Ai ya yo ai yai yai yo......

Mila kya mujhe hoke mehalo ki raani, kori ki kori rahi meri jawaani
Sone chaandi se mere tann ko sajaayepyaar jiya ki nahi sajana bujhaaye
Raaton mein bistar pe tadapu akeli
Ai ya yo ai yai yai yo......
Ek chulbuli phuljhadi, bhudhe ke ke palle padi
Haay kaise lallu se shaadi ho gayi aay haay haay
Ai ya yo ai yai yai yo......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaiyo Yoo Aaiyo

Aaiyo Yoo Aaiyo is a song from Guru 1989. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Guru 1989 album song list for more songs and album details.