Aaina dekha To Lyrics, Singer & Song Details

Khap 2011 album cover

Khap 2011 Album Details

Ajai Sinha
None
None
Yuvika Chaudhary, Om Puri, Govind Namdeo

album songs
Aaina dekha To
Singer : Rahat Fateh Ali Khan

Aaina dekha To Lyrics

Song Title = Aaina dekha To
Movie/Album = Khap (2011)
Singer = Rahat Fateh Ali Khan

Mp3 Song Lyrics

((Aaina dekha toh mera chehra badal gaya
Aaina dekha toh mera chehra badal gaya
Dekhte hi dekhte kya..? kya..? badal gaya !
Baadal meri zameen par aakar tham gaye
Aayi zara si dhoop jo, saaya badal gaya
Aaina dekha toh mera chehra badal gaya

Uljhi rahi sawalon me jeene ki har khushi
Jab bujh gaye diye toh mili hai roshni
Aankhon me neend aayi toh sapna badal gaya
Dekhte hi dekhte kya..? kya..? badal gaya !
Aaina dekha toh mera chehra badal gaya

Qaid kiye thay khwab kisine neend kisi ne haari
Haar gayi hai haar kahin par jeet kahin par hari
Tarah tarah se khoob waqt bhi bhes badal ke aaya
Mili mujhe na dhoop aaj ki mila na kal ka saaya

Manzil qareeb aayi toh rasta badal gaya
Dekhte hi dekhte kya..? kya..? badal gaya !
Aaina dekha toh mera chehra badal gaya
Dekhte hi dekhte kya..? kya..? badal gaya !
Aaina dekha toh mera chehra badal gaya
kya ... kya badal gaya ...!..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaina dekha To

Aaina dekha To is a song from Khap 2011. It is sung by Rahat Fateh Ali Khan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Khap 2011 album song list for more songs and album details.