Aai Baharon Ki Sham Lyrics, Singer & Song Details

Wapas 1969 album cover

Wapas 1969 Album Details

Satyen Bose
Laxmikant, Pyarelal
Majrooh Sultanpuri
Shekhar Purohit, Azra, Satyajeet

album songs
Aai Baharon Ki Sham
Singer : Mohammed Rafi

Aai Baharon Ki Sham Lyrics

Song Title = Aai Baharon Ki Shaam
Movie/album = Wapas
Singer(s) = Mohammad Rafi
Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((Baharon Ki Sham, Kya Jaane, Phir Kiske Naam,
tandi Hawa, Bheegi Fiza, Laayi Hai Phir, Kiska Salaam

sitaron Ne Bandha Gagan Par, Sama Jaise Khilte Gulon Ka,
sunsaan Sapnon Bhari Vadiyon Mein, Chandnise Sajhe

Raaston Ka,
ghata Ne Kiya Intazaam, Kya Jaane, Phir Kiske Naam,
aai Baharon Ki Shaam..

mein Gaata Hun Kis Dilruba Ki, Mohobbat Ki Rangeen

Taraane,
kaun Aanewala Hai Tanhaaiyon Mein, Chupke Chupke Yeh Dil

Mein Na Jaane,
dhadaktha Hai Kiska Payaam, Kya Jaane, Phir Kiske Naam,
tandi Hawa, Bheegi Fiza, Laayi Hai Phir, Kiska Salaam,

aai Baharon Ki Shaam, Kya Jaane, Phir Kiske Naam,
aai Baharon Ki Shaam.. ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aai Baharon Ki Sham

Aai Baharon Ki Sham is a song from Wapas 1969. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Wapas 1969 album song list for more songs and album details.