Aahatein Nahin Hai Remix Lyrics, Singer & Song Details

Ek Main Aur Ekk Tu 2012 album cover

Ek Main Aur Ekk Tu 2012 Album Details

Shakun Batra
Amit Trivedi
Amitabh Bhattacharya
Kareena Kapoor, Imran Khan, Boman Irani

album songs
Aahatein Nahin Hai Remix
Singer : Karthik, Shilpa Rao

Aahatein Nahin Hai Remix Lyrics

Song Title = Aahatein Nahin Hai Remix
Song lyrics movie = Ek Main Aur Ekk Tu
Singer = Karthik, Shilpa Rao
Music Director = Amit Trivedi
Lyricist = Amitabh Bhattacharya

Mp3 Song Lyrics

((Chhoti-chhoti baatein yunhi aate-jaate
Yaadein sehlaake jaati hai
Raaton ko sirhaane baasi muskaane
Mujhko sula ke jaati hai
Milna nahin hai mumkin itna bataaun lekin
Hum phir mile kyun hain
Tujhko bula naa paaun
Tujhko bhula naa paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai, par kuchh kami hai
Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai, par kuchh kami hai
Teri Aahatein nahin hai.. nahin hai

Maine nahin jaana, tune nahin jaana
Jaane anjaane jo huaa
Kuchh tto hua jo mujh ko hua naa
Tujhko magar kyun hua

Ghalti nahin hai teri
Ghalti nahin hai meri
Phir bhi gile kyun hain
Tujhko bhulaana paaun, tujhko bhulaana paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai [wahi hai]
Par kuch kami hai [kami hai]
Teri aahatein nahin hai

Sab kuch wahi hai, par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai, nahin hai hai

Teri aahatein nahin hai aahatein nahin hai
Teri aahatein nahin hai
Ohh..
Teri aahatein nahin hai, aahatein nahin hai
Teri aahatein nahin hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aahatein Nahin Hai Remix

Aahatein Nahin Hai Remix is a song from Ek Main Aur Ekk Tu 2012. It is sung by Karthik, Shilpa Rao. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Amit Trivedi. Read the lyrics above and view the Ek Main Aur Ekk Tu 2012 album song list for more songs and album details.