Aah Ko Chahiye Ek Umar Lyrics, Singer & Song Details

Mirza Ghalib 1954 album cover

Mirza Ghalib 1954 Album Details

Sohrab Modi
Ghulam Mohammad
Mirza Ghalib
Bharat Bhushan, Suraiya, Nigar Sultana, Durga Khote, Murad, Mukri, Ulhas, Kumkum

album songs
Aah Ko Chahiye Ek Umar
Singer : Suraiya

Aah Ko Chahiye Ek Umar Lyrics

Song Title = Aah Ko Chahiye Ek Umar
Movie/Album = Mirza Ghalib 1954
Singers = Suraiya
Song Lyricists = Mirza Ghalib
Music Composer = Ghulam Mohammad
Director = Sohrab Modi
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Aah ko chahiye ek
Umar asar hone tak
Aah ko chahiye ek
Umar asar hone tak
Kaun jita hai tere
Zulf ke sar hone tak

Aashiqi sabr talab
Aur tamana betaab
Aashiqi sabr talab
Aur tamana betaab
Dil kaa kya rang karun
Khun e jigar hone tak

Ham ne mana ke
Tagakul na karoge lekin
Ham ne mana ke
Tagakul na karoge lekin
Khaak ho jaayege ham
Tum ko khabar hone tak
Khaak ho jaayege ham
Tum ko khabar hone tak
Tum ko khabar hone tak
Tum ko khabar hone tak

Gam e hasti ka asad
Kisase ho kuz marg e ilaaj
Gam e hasti ka asad
Kisase ho kuz marg e ilaaj
Shamaa har rang me
jalati hai sahar hone tak
Shamaa har rang me
Jalati hai sahar hone tak

Aah ko chahiye ek
Umar asar hone tak
Umar asar hone tak
Umar asar hone tak.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aah Ko Chahiye Ek Umar

Aah Ko Chahiye Ek Umar is a song from Mirza Ghalib 1954. It is sung by Suraiya. Lyrics are credited to Mirza Ghalib. Music information: Ghulam Mohammad. Read the lyrics above and view the Mirza Ghalib 1954 album song list for more songs and album details.