Aagre Se Aayi Ho Lyrics, Singer & Song Details

Dil Ki Baazi 1993 album cover

Dil Ki Baazi 1993 Album Details

Anil Ganguly
Raamlaxman
Dev Kohli
Rakhee Gulzar, Avinash Wadhavan, Akshay Kumar

album songs
Aagre Se Aayi Ho
Singer : Amit Kumar

Aagre Se Aayi Ho Lyrics

Song Title = Aagre Se Aayi Ho
Song Lyrics Movie = Dil Ki Baazi 1993
Singer =Amit Kumar
Music By = Ram Laxman
Lyricist =Dev Kohli
Actor =Avinash Wadhavan

Mp3 Song Lyrics

((ho aagre se aayi ho ya aayi bareli se
puchh lenge jake hum aapki saheli se
saz daz ke aayi kyu mogra chameli se
puchh lenge jake hum aapki saheli se

khan khan khanke kangana
hatho me jaipur ka
gori kaha se layi dupatta malmal ka
khan khan khanke kangana
hatho me jaipur ka
gori kaha se layi dupatta malmal ka
lakhnau se layi ho ya jhumri taliya se
puchh lenge jake hum aapki saheli se

pahli nazar me ho gaye hum tere diwane
kaha ke hai ye andaz tere ke rab jane
pahli nazar me ho gaye hum tere diwane
kaha ke hai ye andaz tere ke rab jane
bumbai se layi ho ya layi ho delhi se
puchh lenge jake hum aapki saheli se
aagre se aayi ho ya aayi bareli se
puchh lenge jake hum aapki saheli se..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aagre Se Aayi Ho

Aagre Se Aayi Ho is a song from Dil Ki Baazi 1993. It is sung by Amit Kumar. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Dil Ki Baazi 1993 album song list for more songs and album details.