Aag Ka Dariya Lyrics, Singer & Song Details

Issaq 2013 album cover

Issaq 2013 Album Details

Manish Tiwary
Sachin, Jigar
Mayur Puri
Malini Awasthi, Sandeep Bose, Amyra Dastur

album songs
Aag Ka Dariya
Singer : Sachin Gupta

Aag Ka Dariya Lyrics

Song lyrics title = Aag Ka Dariya
Song lyrics movie = Issaq 2013
Singer = Sachin Gupta
Music Director = Sachin, Jigar
Lyricists = Mayur Puri

Mp3 Song Lyrics

((Aaa aa
Zarra zarra jale,
Zarra zarra phunke
As lahe, as lahe,
Rom-rom tape

Woh teer si chubhti khoon ki bari
Jang ka ye silsila janm se jaari
Mere jism mein jaise rooh hai jaagi
Mujh mein hi jaise koi ho gaya hai baagi
Parinde ko udna hai sab saadhe nishana hai

Ye aag ka dariya hai, doob ke jaana
Ye aag ka dariya hai, doob ke jaana hai
Wooo wooo wooo woo

Tere roop rang mein khan-khan hai
Aur batiyan mein ras manthan hai
Tere roop rang mein khan-khan hai
Aur batiyan mein ras manthan hai
Tu bharam hai ya ehsaas mera
Masphir honthon ki chhan chhan hai

Gehre-gehre mein ho tu lakh pehron mein
Hoga jo ho, tujhe paana hai
Ye aag ka dariya hai, doob ke jaana hai
Ye aag ka dariya hai, doob ke jaana hai

Rang se tere juda hoke
Berang hi mujhko rehna hai
Rang se tere juda hoke
Berang hi mujhko rehna hai
Pal pal palchhin man waare
Kahe ki kuchh na kehna hai

Tukdo tukdo mein jee main raha
Ab poora na ho paunga main yahan
Zarre ko baazi haan toofan se lagaana hai
Ye aag ka dariya hai, doob ke jaana hai
Ye aag ka dariya hai, doob ke jaana hai))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aag Ka Dariya

Aag Ka Dariya is a song from Issaq 2013. It is sung by Sachin Gupta. Lyrics are credited to Mayur Puri. Music information: Sachin, Jigar. Read the lyrics above and view the Issaq 2013 album song list for more songs and album details.