Aag Chahaat Ki Lag Jayegi Lyrics, Singer & Song Details

Himmatvar 1996 album cover

Himmatvar 1996 Album Details

Talat Jani
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Dharmendra, Hitesh, Rubaina Khan

album songs
Aag Chahaat Ki Lag Jayegi
Singer : Alka Yagnik, Babul Supriyo

Aag Chahaat Ki Lag Jayegi Lyrics

Song Title = Aag Chahaat Ki Lag Jayegi
Movie/album = Himmatvar (1996)
Singers = Alka Yagnik, Babul Supriyo
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Talat Jani

Mp3 Song Lyrics

((Aag chahat ki lag jayegi
Aag chahat ki lag jayegi
Tera dil bhi machal jaeyga
Tu jamane ki parwah na kar
Tu jamane ki parwah na kar
Ye jamana badal jaega
Aag chahat ki lag jayegi
Tera dil bhi machal jayega

Pyas dhadkan mein jag jayegi
Pyas dhadkan mein jag jayegi
Tera jadu bhi chal jayega
Tu jamane ki parwah na kar
Tu jamane ki parwah na kar
Jamana badal jaeyga
Aag chahat ki lag jayegi
Tera dil bhi machal jayega

Bund pani ki shola bani
Tyan badan mera jalne laga
Aise tujhse nigahe mili
Teer sine pe chalte laga
Bund pani ki shola bani
Tyan badan mera jalne laga
Aise tujhse nigahe mili
Teer sine pe chalte laga
Aashiki ka uthega dhua
Aashiki ka uthega dhua
Sang dil bhi pighal jayega
Tu jamane ki parwah na kar
Ye jamana badal jayega
Aag chahat ki lag jayega
Tera dil bhi machal jayega

Meri sanso ki ye garmiya
Teri sanso ko pighlayengi
In adao ki chingariya
Tere kadmo ko bahkayengi
Meri sanso ki ye garmiya
Teri sanso ko pighlayengi
In adao ki chingariya
Tere kadmo ko bahkayengi
Bekarari ka mausam sanam
Bekarari ka mausam sanam
Range ulfat mein dhal jayega
Aag chahat ki lag jayegi
Tera dil bhi machal jayega...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aag Chahaat Ki Lag Jayegi

Aag Chahaat Ki Lag Jayegi is a song from Himmatvar 1996. It is sung by Alka Yagnik, Babul Supriyo. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Himmatvar 1996 album song list for more songs and album details.