Aa Sun Le Mere Dil Lyrics, Singer & Song Details

Aurat 1953 album cover

Aurat 1953 Album Details

Bhagwan Das Varma
Jaikishan , Shankar
Hasrat Jaipuri
Hiralal, Premnath, Bina Rai

album songs
Aa Sun Le Mere Dil
Singer : Lata Mangeshkar

Aa Sun Le Mere Dil Lyrics

Song Title = Aa Sun Le Mere Dil
Movie/album = Aurat (1953)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Bhagwan Das Varma
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Aa sun le mere dil ki pukar
Sun le mere dil ki pukar
Aaja suna hai jahan
Deke pyar ko fiza mere sajna re
Dil tod ke chala kaha
Suna suna hai jahan
Deke pyar ko fiza mere sajna re
Dil tod ke chala kaha
Suna suna hai jaha

Dil ka tadapna kaise dikhaye kaise dikhaye
Kadmo me girkar aansu bahaye aansu bahaye
Rone laga mera jiya
Sunle mere dil ki pukar
Suna suna hai jahan
Deke pyar ko fiza mere sajna re
Dil tod ke chala kaha
Suna suna hai jaha

Kahta nahi kuchh dil bhi hamara
Dil bhi hamara
Sharamo haya se chup hai bechara
Chup hai bechara
Aansu kare tujhse nikal
Sunle mere dil ki pukar
Suna suna hai jahan
Deke pyar ko fiza mere sajna re
Dil tod ke chala kaha
Suna suna hai jaha

Aankho ki ninde leke chala tu
Leke chala tu
Dard e mohabbat deke chala tu
Deke chala tu
Tujhpe hoga ye ilzam
Sunle mere dil ki pukar
Suna suna hai jahan
Deke pyar ko fiza mere sajna re
Dil tod ke chala kaha
Suna suna hai jaha...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Aa Sun Le Mere Dil Video

About Aa Sun Le Mere Dil

Aa Sun Le Mere Dil is a song from Aurat 1953. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan , Shankar. Read the lyrics above and view the Aurat 1953 album song list for more songs and album details.