Aa Samne Maidan Mein Lyrics, Singer & Song Details

Johny I Love You 1982 album cover

Johny I Love You 1982 Album Details

Rakesh Kumar
None
None
Sanjay Dutt, Rati Agnihotri, Amrish Puri

album songs
Aa Samne Maidan Mein
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Aa Samne Maidan Mein Lyrics

Song Title = Aa Samne Maidan Mein
Movie/Album = Johnny I Love You (1982)
Singer = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Mp3 Song Lyrics

((o meri gali ke ladke
o meri gali ke ladke
o meri gali ke ladke
tu na rahna jhuthi shan me
aa samne maidan me aa samne maidan me
dehke ham teri ke kitne dau hai teri jan me
aa samne maidan me aa samne maidan me

ho meri gali ki ladki
ho meri gali ki ladki
ho meri gali ki ladki
tu na rahna jhuthi shan me
aa samne maidan me aa samne maidan me
dekhe hum bhi dekhe kitna dam hai teri jan me
aa samne maidan me aa samne maidan me

jhak tu chup kar pardo se
khel na kar hum mardo se
tu itni taklif na kar
apni itni tarif na kar
ye gudiyo ka khel nahi
tera mera mel nahi
aise lahko tare
are aise lahko tare
bas ek chanda aasman me
aa samne maidan me aa samne maidan me

jo chahe wo sart laga har gaya to dega kya
jeet gaya to kya hoga soch jara or kar tauba
bato se na kam chala jo kahta wo kah ke dikha
acha dekh tamasha
are acha dekh tamasha
jo na dekha is jahan me
aa samne maidan me aa samne maidan me

hamse jo takreyega tut ke wo rah jayega
kyu itna itrata hai akhira mara jata
ab ye gussa jaen de hatja hawa ko aane de
ye chota sa tinka
are ye chota sa tinka
bah jayenga tufan me
aa samne maidan me aa samne maidan me
dehke ham teri ke kitne dau hai teri jan me
aa samne maidan me aa samne maidan me
o meri gali ke ladke
o meri gali ke ladke
tu na rahna jhuthi shan me
aa samne maidan me aa samne maidan me
dehke ham teri ke kitne dau hai teri jan me
aa samne maidan me aa samne maidan me...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aa Samne Maidan Mein

Aa Samne Maidan Mein is a song from Johny I Love You 1982. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Johny I Love You 1982 album song list for more songs and album details.