Aa Paas Teri Baali Umar Lyrics, Singer & Song Details

Lovers 1983 album cover

Lovers 1983 Album Details

Bharathi Raja
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Kumar Gaurav, Padmini Kolhapure, Danny Denzongpa, Tanuja, Rakesh Bedi

album songs
Aa Paas Teri Baali Umar
Singer : Amit Kumar

Aa Paas Teri Baali Umar Lyrics

Song Title = Aa Paas Teri Baali Umar
Movie/album = Lovers (1983)
Singers = Amit Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Bharathi Raja

Mp3 Song Lyrics

((Gusse pe tere yaar aata ai mujhko pyaar
Lab par shikaayate nazaron mein intzaar
Is intzaar waali nazar ko main chum loon
Aa paas teri baali umar ko main chum loon
Aa paas teri baali umar ko main chum loon

Kadmo pe rakh du sar maafi mile agar
Kadmo pe rakh du sar maafi mile agar
Ghar se nikal ke tu aayi hai chalke tu
Iss chaah se yahaan jis raah se yahaan
Uss raah ko sadak ko dagar ko main chum loon
Aa paas teri baali umar ko main chum loon
Aa paas teri baali umar ko main chum loon
Ja ja bada aaya chumne wala

Lag ja gale se aa mit jaaye har gila
Lag ja gale se aa mit jaaye har gila
Palkon pe baith ja sine pe let ja
Ab chhod khatm kar apni agar magar
Teri agar ko teri magar ko main choom loon
Aa paas teri baali umar ko main chum loon
Aa paas teri baali umar ko main chum loon
Chup besharam kahi ka

Lad lena phir kabhi hai zindgi padi
Lad lena phir kabhi hai zindgi padi
Aaya hoon der se jaaunga der se
Mausam hai naujawan kehata hai yeh sama
Iss jaane chaman jaane jigar ko main chum loon
Aa paas teri baali umar ko main chum loon
Aa paas teri baali umar ko main chum loon
Iss intzaar waali nazar ko main chum loon
Aa paas teri baali umar ko main chum loon
Aa paas teri baali umar ko main chum loon
Achha baba chum le chum le chum le.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aa Paas Teri Baali Umar

Aa Paas Teri Baali Umar is a song from Lovers 1983. It is sung by Amit Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Lovers 1983 album song list for more songs and album details.