Aa Mere Saathi Aa Lyrics, Singer & Song Details

Chhalia 1973 album cover

Chhalia 1973 Album Details

Mukul Dutt
Rahul Dev Burman
Rajendra Krishan
Navin Nischol, Nanda, Shatrughan Sinha

album songs
Aa Mere Saathi Aa
Singer : Lata Mangeshkar

Aa Mere Saathi Aa Lyrics

Song Title = Aa Mere Saathi Aa
Movie/album = Chhalia (1973)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Mukul Dutt
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Aa mere sathi aa dil ki bat sunata ja
Raho me bichhau tare aa mere sathi aa
Dil ki bat sunata ja raho me bichhau tare

Waha teri duniya jaha mai hu
Magar tu na jane kaha mai hu
Waha teri duniya jaha mai hu
Magar tu na jane kaha mai hu
Ujalo me khoye huye
Oo sanam yaha mai hu
Mere humdam yaha mai hu

Aa mere sathi aa dil ki bat sunata ja
Raho me bichhau tare aa mere sathi aa
Dil ki bat sunata ja raho me bichhau tare
Idhar bhi zara bekhabar dekh le
Jo dhundhe tuje wo nazar dekh le
Idhar bhi jara bekhabar dekh le
Jo dhundhe tuje wo nazar dekh le
Pukaru mai kab se tujhe
Oo sanam kidhar tu hai
Mera humdam kidhar mai hu
Aa mere sathi aa dil ki bat sunata ja
Raho me bichhau tare

Zami se pare is jaha se pare
Mere sath chal aasma se pare
Zami se pare is jaha se pare
Mere sath chal aasma se pare
Khayalo me dube huye
Oo sanam jawa tu hai
Mere humadam jawa mai hu
Aa mere sathi aa
Dil ki bat sunata ja
Raho me bichhau tare
Aa mere sathi aa
Dil ki bat sunata ja
Raho me bichhau tare...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aa Mere Saathi Aa

Aa Mere Saathi Aa is a song from Chhalia 1973. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Chhalia 1973 album song list for more songs and album details.