Aa Laut Ke Aaja Lyrics, Singer & Song Details

Rani Rupmati 1957 album cover

Rani Rupmati 1957 Album Details

S N Tripathi
S. N. Tripathi
Bharat Vyas
Bharat Bhushan, Nalini Chonkar, Ulhas

album songs
Aa Laut Ke Aaja
Singer : Mohammed Rafi

Aa Laut Ke Aaja Lyrics

Song Title = Aa Laut Ke Aaja
Movie/album = Rani Rupmati (1957)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Director = S. N. Tripathi
Director = S.N. Tripathi

Mp3 Song Lyrics

((Laut ke aa
Laut ke aa
Laut ke aaja
Aa laut ke aaja mere meet
Aa laut ke aaja mere meet
Tujhe mere geet bulate hain
Aa laut ke aaja mere meet
Tujhe mere geet bulate hain
Mera soona padha re sangeet
Mera soona padha re sangeet
Tujhe mere geet bulate hain
Aa laut ke aaja mere meet

Barse gagan mere barse nayan
Dekho tarse hai man ab to aaja
Barse gagan mere barse nayan
Dekho tarse hai man ab to aaja
Sheetal pavan yeh lagaye agan
O sajan ab to mukhada dikha ja
Toone bhali re nibhai preet
Toone bhali re nibhai preet
Tujhe mere geet bulate hain
Aa laut ke aaja mere meet

Ek pal hai hasna ek pal hai rona
Kaisa hai jeevan ka khela
Ek pal hai hasna ek pal hai rona
Kaisa hai jeevan ka khela
Ek pal hai milna ek pal bichhadna
Duniya hai do din ka mela
Tujhe mere geet bulate hain
Mera soona padha re sangeet
Mera soona padha re sangeet
Tujhe mere geet bulate hain
Yeh ghadi na jaye beet
Tujhe mere geet bulate hain
Aa laut ke aaja mere meet
Aa laut ke aaja mere meet..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aa Laut Ke Aaja

Aa Laut Ke Aaja is a song from Rani Rupmati 1957. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: S. N. Tripathi. Read the lyrics above and view the Rani Rupmati 1957 album song list for more songs and album details.