Aa Ja Pyare Aa Jao Lyrics, Singer & Song Details

Umang 1970 album cover

Umang 1970 Album Details

Atma Ram
Shankarsinh Raghuwanshi
Anjaan, Hasrat Jaipuri
Satish Kumar, Archana, Rehman

album songs
Aa Ja Pyare Aa Jao
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Aa Ja Pyare Aa Jao Lyrics

Song Title = Aa Ja Pyare Aa Jao
Movie/Album = Umang (1970)
Singer = Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi
Lyricist = Anjaan, Hasrat Jaipuri,Neeraj
Music Director = Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director = Atma Ram,Tikku Verma

Mp3 Song Lyrics

((aa ja pyare aa jao
nache hum jhoom ke yaha, aa ja pyare
aankho me chaya hai pyar ka shama
aankho me chaya hai pyar ka shama

humse tumse chup ke chup ke
humse tumse chup ke chup ke
kahati hai ye dil ki dhadkan
kahati hai ye dil ki dhadkan
aa aa ja pyare aa jao
nache hum jhoom ke yaha, aa ja pyare
aankho me chaya hai pyar ka shama
aankho me chaya hai pyar ka shama

pyar me chehra aisa nikhre
phool ki khushbu gaal bikhare
aa ja pyare aa jao
nache hum jhoom ke yaha, aa ja pyare
aankho me chaya hai pyar ka shama
aankho me chaya hai pyar ka shama

aankh se pyar ka badal barse
aankh se pyar ka badal barse
duniya, bolo, tumko, ha ha , dekhe, kya , tarse, ja ja
duniya tumko dekhe tarse, ha aa ha

aa ja pyare aa jao
nache hum jhoom ke yaha, aa ja pyare
aankho me chaya hai pyar ka shama
aankho me chaya hai pyar ka shama...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aa Ja Pyare Aa Jao

Aa Ja Pyare Aa Jao is a song from Umang 1970. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anjaan, Hasrat Jaipuri. Music information: Shankarsinh Raghuwanshi. Read the lyrics above and view the Umang 1970 album song list for more songs and album details.