Atmaram 1979 - Download Mp3 Song

Atmaram 1979

Atmaram 1979

Sohanlal Kanwar
Jaikishan , Shankar
Shankar-Jaikishan
Bharat Bhushan, Chandrashekhar, Mohan Choti

album songs
Tumhare Bin Guzare Hain
Singer : Vishveshwar Sharma

Tumhare Bin Guzare Hain Lyrics

Song Lyrics = Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din
Song Lyrics Movie or Album = Atmaram 1979
Singer(s) = Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director(s) = Shankar-Jaikishan
Lyricist(s) = Vishveshwar Sharma


Song Lyrics

((tumhare bin gujare hain kayi din abb na gujrenge
jo dil me aa gayi hai, aaj ham woh kar hi gujrenge
kabar kya thi ke apne bhi sitare aise bigadenge
ke jo puja ke kabil hain, wohi yu rang badlenge

kayi din bad phir yeh saj singar paya hai
nahi malum tha ke aap yu inkar kar denge
tumhare bin gujre.....

tumhe kaise bataye kya hamare sath gujari hai
tumhara kwab tutega agar yah bat kah denge
tumhare bin gujre.....

tumhari ek na manenge karenge aaj man-mani
bahut tarasaya hai tumne, nahi abb aur tarsenge
tumhare bin gujre.....

sataya toh nahi karte kabhi kismat ke maro ko
kisi ki jan jayegi kisi ke araman nikalenge
tumhare bin gujre.....

manaya tumako kitni bar lekin tum nahi mane
to majbur ho kar ham shararat par bhi utarenge
tumhare bin gujre.....

hakikat kya hai yeh pehle bata dete to achchha tha
khud apne jal se ham na jane kaise niklenge
tumhare bin gujre.....))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Tumhare Bin Guzare Hain Video

Video Description :

Tumhare Bin Guzare Hain download mp3 song

Recent Tags : Tumhare Bin Guzare Hain Lyrics | Tumhare Bin Guzare Hain Video Song | Tumhare Bin Guzare Hain free play mp3 song | Tumhare Bin Guzare Hain free download mp3 song | Tumhare Bin Guzare Hain Full Video Song | Free Tumhare Bin Guzare Hain movie songs | Tumhare Bin Guzare Hain free songs | Tumhare Bin Guzare Hain play online | Tumhare Bin Guzare Hain free mp3 song download | Tumhare Bin Guzare Hain online play Song | Tumhare Bin Guzare Hain Hindi Lyrics | Tumhare Bin Guzare Hain Lyrics | Tumhare Bin Guzare Hain online mp3 songs | Tumhare Bin Guzare Hain full songs | Tumhare Bin Guzare Hain online music | Tumhare Bin Guzare Hain free Video | Tumhare Bin Guzare Hain online Video | Tumhare Bin Guzare Hain mp3 Download | Free Download Tumhare Bin Guzare Hain song