Bahu Ki Awaaz 1985 - Download Mp3 Song

Bahu Ki Awaaz 1985

Bahu Ki Awaaz 1985

Shashilal K. Nair
Vijay Batalvi
K.J. Yesudas
Vikas Anand, Bharat Bhushan, B.L. Chopra

album songs
Samadhin Ki Meina
Singer : Chandrani Mukherjee, Dilraj

Samadhin Ki Meina Lyrics

Song Title = Samadhin Ki Meina
Movie/album = Bahu Ki Awaaz (1985)
Singers = Chandrani Mukherjee, Dilraj Kaur
Song Lyricists = K.J. Yesudas
Music Composer = Vijay Batalvi
Director = Shashilal K. Nair
Music Label = T-Series


Mp3 Song Lyrics

((Maina ji maina tota ji tota
Maina ji maina tota ji tota
Samdhin ki maina samdhi ka tota
Samdhin ki maina samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
Haye moyaa haye moya haye moya jhutha
Aji wo jhutha
Aji rampur luta bharatpur luta
Rampur luta bharatpur luta
Samdhin ki maina le gaya

Jara suno to meri bat ho jaye jo adhi rat
Karungi tab mai milakat bajadungi subah ke sat
Hu aakhir mai bhi aurat ki jat
Ho fate chak dange
Chite kapde wangu dhoke rakh dange
Chite kapde wangu dhoke rakh dange
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota

Boli samdhin lage tha samdhi ek bhola anjan
Par angana me jab wo ghusa wo nikla beiman
Wo kala wo kala wo kala kala kekeda
Wo kala kala kekeda niyat ka khota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota

Nagpuri wo santara or jamun ke the angur
Kela tha malwar ka mai to ho gayi chaknachur
Kamar ko jhatka de gaya
Kamar ko jhatka de gaya punjabi ka sota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota

Jab jhatke pe lagta jhatka
Yu lage kuch andar atka to bolo kya hua
Bolo ise hichki haye haye hichki
Ise hichki kahte sare hote jhatke iske karare
Kisi ko na bolna
Sal alg gaya solwa
Jab andar se kuch sarke upar se tabiyat bhadke
To bolo kya hua bolo na
Jab bhade koi prem kahani
Ho dil hokar apni pani sarak sa jata hai
Bhadak sa jata hai
Jab thand me paasina aaye mera
Tan mere man ko sataye
To bolo kya hua bolo na
Ye bat hai khatere wali ho tere bag ki lachke dali

Sajan ko bol de
Ghunghat pat khol de
Jab tip tip haye haye tip tip
Jab tip tip haye haye tip tip
Jab tip tip rat ko hoti
Sawan me mai nahi soti to bolo kya hua
Din aa gaye tere gori ho tujhe bandh ke
Resam dori dulha le jayega
Ke doli leke aayega

Aaya cham cham karta dulha sang me aaye barati
Lule langde sare inke muh me dalo matti
Dikhte sabhi vilayati chuhe is dulhe ke sathi
Maa dulhe ki budhiya geet pyar ke gati
Dulhe ji ka abba roye tel raha na bati
Byah karwaungi lado jungli hathi
Byah karwaungi lado jungli hathi
Byah karwaungi lado jungli hathi
Byah karwaungi lado jungli hathi
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Samadhin Ki Meina Video

Video Description :

Samadhin Ki Meina download mp3 song

Recent Tags : Samadhin Ki Meina Lyrics | Samadhin Ki Meina Video Song | Samadhin Ki Meina free play mp3 song | Samadhin Ki Meina free download mp3 song | Samadhin Ki Meina Full Video Song | Free Samadhin Ki Meina movie songs | Samadhin Ki Meina free songs | Samadhin Ki Meina play online | Samadhin Ki Meina free mp3 song download | Samadhin Ki Meina online play Song | Samadhin Ki Meina Hindi Lyrics | Samadhin Ki Meina Lyrics | Samadhin Ki Meina online mp3 songs | Samadhin Ki Meina full songs | Samadhin Ki Meina online music | Samadhin Ki Meina free Video | Samadhin Ki Meina online Video | Samadhin Ki Meina mp3 Download | Free Download Samadhin Ki Meina song