Hathyar 2002 - Download Mp3 Song

Hathyar 2002

Hathyar 2002

Mahesh Manjrekar
None
None
Sanjay Dutt, Shilpa Shetty, Sharad Kapoor

album songs
Nazar Nazar Mein
Singer : Asha Bhosle, Mohd Salamat

Nazar Nazar Mein Lyrics

Song Title = Nazar Nazar Mein
Movie/Album = Hathyar (2002)
Singer(s) = Asha Bhosle, Mohd Salamat

Mp3 Song Lyrics

((ASHA BHOSLE
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain

ASHA BHOSLE
(dil sekdo hain jinmein dil ek hain nishana
tera bhi dil deewana mera bhi dil deewana) - 2
yeh teer hain nazar ka jaane kaha lagega
rab jaane aaj kisika naseeba jagega
(shama se bachke yeh parwana kaha jalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain) - 2

ASHA BHOSLE
(tumko bhi yeh pata hain hamko bhi yeh pata hain
yeh pyar ki umar hain yeh pyar ka nasha hain) - 2

MOHAMMAD SALAMAT
kyo dil ko ham sataye kyo dil ko ham jalaye
woh pyar ke zamane ham kaise bhool paye

ASHA BHOSLE
aaisa mauka haseen roj kaha milta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Nazar Nazar Mein Video

Video Description :

Nazar Nazar Mein download mp3 song

Recent Tags : Nazar Nazar Mein Lyrics | Nazar Nazar Mein Video Song | Nazar Nazar Mein free play mp3 song | Nazar Nazar Mein free download mp3 song | Nazar Nazar Mein Full Video Song | Free Nazar Nazar Mein movie songs | Nazar Nazar Mein free songs | Nazar Nazar Mein play online | Nazar Nazar Mein free mp3 song download | Nazar Nazar Mein online play Song | Nazar Nazar Mein Hindi Lyrics | Nazar Nazar Mein Lyrics | Nazar Nazar Mein online mp3 songs | Nazar Nazar Mein full songs | Nazar Nazar Mein online music | Nazar Nazar Mein free Video | Nazar Nazar Mein online Video | Nazar Nazar Mein mp3 Download | Free Download Nazar Nazar Mein song