Yeh Kaisa Insaf 1980 - Download Mp3 Song

Yeh Kaisa Insaf 1980

Yeh Kaisa Insaf 1980

Narayana Rao Dasari
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Vinod Mehra, Shabana Azmi, Sarika

album songs
Katha Suno Siya Swaymvar Ki
Singer : Hemlata

Katha Suno Siya Swaymvar Ki Lyrics

Song Title = Katha Suno Siya Swaymvar Ki
Movie/album = Yeh Kaisa Insaf (1980)
Singers = Hemlata (Lata Bhatt)
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Narayana Rao Dasari

Mp3 Song Lyrics

((Katha suno siya
Swaymvar ki suno suno
Katha suno siya swaymvar ki
Janaknandini mithilavasini
Janaknandini
Janaki or dasrath priyawar ki
Katha suno siya
Swaymvar ki suno suno
Katha suno siya swaymvar ki

Jore nagar nagar ke bhup bhi
Veer baldhari veer baldhari
Par ram lakhan sa
Ek na tha baldhari
Shri ram lakhan sa
Ek na tha baldhari
Ho ek jhalak me man se sita
Ha ek jhalak me man se sita
Ho gayi raghuwar ki
Katha suno siya swaymvar ki suno
Suno katha suno siya swaymvar ki

Aplak dekhe siya ram
Ko ektak ram siya ko
Aplak dekhe siya ram
Ko ektak ram siya ko
Man bole mohe kar de
Arpan apne pranpriya ko
Sare narip jab hare
Sare narip jab hare
Tab guruwar ki agya lekar
Raghuwar dhanush ki or padhare
Pal bhar me shiv dhanush
Diya tod sita se nata liya jod
Tut gaya dhanu gunj uthi dhwani
Tut gaya dhanu gunj uthi dhwani
Ram vijaya sawar ki
Katha suno siya swaymvar ki suno
Suno katha siya swaymvar ki

Le war mala badi wah devi war
Liye raghuwar parm sanehi
Ram siyaram siyaram jai jai ram
Ram siyaram siyaram jai jai ram
Ho nabh se dev suman barsaye
Ho nabh se dev suman barsaye
Parjan purjan sab harsaye
Ram siyaram siyaram jai jai ram
Ram siyaram siyaram jai jai ram

Ram ko rup siya ko sarup
Saprem lage sab log niharan
Log niharan
Bal jawan or vridh chale siya ram ke
Paw pakharan paw pakharan
Jap jape or dhayn dhare se ho
Det na darsan jo bhaw taran
Soravnath kripa karke nij
Aye siya ki mang sawaran
Soravnath kripa karke nij
Aye siya ki mang sawaran
Adhbhut sobha jaye nivarni
Adhbhut sobha jaye nivarni
Milan manohar ki
Katha suno siya swaymvar ki suno
Suno katha suno siya swaymvar ki.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Katha Suno Siya Swaymvar Ki Video

Video Description :

Katha Suno Siya Swaymvar Ki download mp3 song

Recent Tags : Katha Suno Siya Swaymvar Ki Lyrics | Katha Suno Siya Swaymvar Ki Video Song | Katha Suno Siya Swaymvar Ki free play mp3 song | Katha Suno Siya Swaymvar Ki free download mp3 song | Katha Suno Siya Swaymvar Ki Full Video Song | Free Katha Suno Siya Swaymvar Ki movie songs | Katha Suno Siya Swaymvar Ki free songs | Katha Suno Siya Swaymvar Ki play online | Katha Suno Siya Swaymvar Ki free mp3 song download | Katha Suno Siya Swaymvar Ki online play Song | Katha Suno Siya Swaymvar Ki Hindi Lyrics | Katha Suno Siya Swaymvar Ki Lyrics | Katha Suno Siya Swaymvar Ki online mp3 songs | Katha Suno Siya Swaymvar Ki full songs | Katha Suno Siya Swaymvar Ki online music | Katha Suno Siya Swaymvar Ki free Video | Katha Suno Siya Swaymvar Ki online Video | Katha Suno Siya Swaymvar Ki mp3 Download | Free Download Katha Suno Siya Swaymvar Ki song