Jeevan Jyoti 1976 - Download Mp3 Song

Jeevan Jyoti 1976

Jeevan Jyoti 1976

Murugan Kumaran
Salil Chowdhury
Anand Bakshi
Vijay Arora, Bindiya Goswami, Rakesh Pandey

album songs
Jis Dware Par Ghar Ki
Singer : Lata Mangeshkar

Jis Dware Par Ghar Ki Lyrics

Song Title = Jis Dware Par Ghar Ki
Movie/album = Jeevan Jyoti (1976)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Salil Chowdhury
Director = Murugan Kumaran
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Jis dware par ghar ki bahu
Rangoli sajati hai
Us dware ghar ke
ander lakshmi aati hai
Jis dware par ghar ki bahu
Rangoli sajati hai
Us dware ghar ke
ander lakshmi aati hai

Dhan mile sukh mile
Dhan mile sukh mile
Piya ke prem se gori ka man khile
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Jis aangan mein ghar ki bahu
Tulsi lagati hai
Us aangan ki mati
Sundar phul khilati hai
Jis dware par ghar ki bahu
Rangoli sajati hai
Us dware ghar ke
Ander lakshmi aati hai

Subha shyam ghan shyam
Subha shyam ghan shyam
Mori gaiya bihare yaad tero naam
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Jis gaiya ghar ki bahu yu tilak lagati hai
Wo gaiya ghar ki maa ban kar
Dud pilati hai
Jis dware par ghar ki bahu
Rangoli sajati hai
Us dware ghar ke
Ander lakshmi aati hai

Din rain waha chain
Din rain waha chain
Jaha tumpe rahe
Parbhu sab ke nain
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Jis mandir mein ghar ki bahu
Yeh jyot jalati hai
Us mandir mein jiwan
Jyoti jag magati hai
Jis dware par ghar ki bahu
Rangoli sajati hai
Us dware ghar ke
Ander lakshmi aati hai
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Jis Dware Par Ghar Ki Video

Video Description :

Jis Dware Par Ghar Ki download mp3 song

Recent Tags : Jis Dware Par Ghar Ki Lyrics | Jis Dware Par Ghar Ki Video Song | Jis Dware Par Ghar Ki free play mp3 song | Jis Dware Par Ghar Ki free download mp3 song | Jis Dware Par Ghar Ki Full Video Song | Free Jis Dware Par Ghar Ki movie songs | Jis Dware Par Ghar Ki free songs | Jis Dware Par Ghar Ki play online | Jis Dware Par Ghar Ki free mp3 song download | Jis Dware Par Ghar Ki online play Song | Jis Dware Par Ghar Ki Hindi Lyrics | Jis Dware Par Ghar Ki Lyrics | Jis Dware Par Ghar Ki online mp3 songs | Jis Dware Par Ghar Ki full songs | Jis Dware Par Ghar Ki online music | Jis Dware Par Ghar Ki free Video | Jis Dware Par Ghar Ki online Video | Jis Dware Par Ghar Ki mp3 Download | Free Download Jis Dware Par Ghar Ki song