Jis Desh Mein Ganga Rehta hai 2000 - Download Mp3 Song

Jis Desh Mein Ganga Rehta hai 2000

Jis Desh Mein Ganga Rehta hai 2000

Mahesh Manjrekar
Anand Raj Anand
Dev Kohli, Praveen Bhardwaj
Govinda, Sonali Bendre, Rinke Khanna

album songs
Jis Desh Main Ganga
Singer : Abhijeet Bhattacharya

Jis Desh Main Ganga Lyrics

Song Title = Jis Desh Main Ganga
Movie/Album = Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai 2000
Singer Names = Abhijeet
Song Lyricists = Dev Kohli, Praveen Bhardwaj
Music Composer = Anand Raj Anand
Director = Mahesh Manjrekar

Mp3 Song Lyrics

((Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai - 2
Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai
Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai - 2
Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai
Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai
Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai - 2

Gaaon ka panghat, panghatka paani
Bhare gagariya koi deewani
Thandi thandi purwaayi mein meethi meethi khushboo
Mat poocho us khushboo mein hota hai kaisa jadoo
Jadoo aisa hota hai ke har koi jhoomta rehta hai
Jis desh mein

Ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai

Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai
Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai

Dil mein basaakar gaaon ki mamta
Shaher mein aaya main jogi ramta
Dil mein basaakar gaaon ki mamta
Shaher mein aaya main jogi ramta
Sukh dukh saare maan kar aur unko apna kar
Tarah tarah ke naaton se ghar ban jaata hai soondar
Pal pal sachche rishton ka vahan pyaar barasta rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai - 2
Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai
Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai

Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai ...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Jis Desh Main Ganga Video

Video Description :

Jis Desh Main Ganga download mp3 song

Recent Tags : Jis Desh Main Ganga Lyrics | Jis Desh Main Ganga Video Song | Jis Desh Main Ganga free play mp3 song | Jis Desh Main Ganga free download mp3 song | Jis Desh Main Ganga Full Video Song | Free Jis Desh Main Ganga movie songs | Jis Desh Main Ganga free songs | Jis Desh Main Ganga play online | Jis Desh Main Ganga free mp3 song download | Jis Desh Main Ganga online play Song | Jis Desh Main Ganga Hindi Lyrics | Jis Desh Main Ganga Lyrics | Jis Desh Main Ganga online mp3 songs | Jis Desh Main Ganga full songs | Jis Desh Main Ganga online music | Jis Desh Main Ganga free Video | Jis Desh Main Ganga online Video | Jis Desh Main Ganga mp3 Download | Free Download Jis Desh Main Ganga song