No One Killed Jessica 2011 - Download Mp3 Song

No One Killed Jessica 2011

No One Killed Jessica 2011

Raj Kumar Gupta
None
None
Rani Mukerji, Vidya Balan

album songs
Gulzaar Zaar Hua Aitbaar
Singer : Vishal Dadlani, Mame Khan

Gulzaar Zaar Hua Aitbaar Lyrics

Song Title = Gulzaar Zaar Hua Aitbaar
Movie/album = No One Killed Jessica
Singer(s) = Vishal Dadlani, Mame Khan, Robert Omulo

Mp3 Song Lyrics

((Gulzaar zaar hua aitbaar
Tukde hazaar hua aitbaar
Hua sharmsaar khud se hi haar kar ke
Kyun taar taar hua aitbaar
Jhootha khumaar hua aitbaar
Seenay mein yaar chubhta gubaar banke

Dil aitbaar karke, kho raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke
Ro raha hai aitbaar karke
Dil aitbaar karke, kho raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke
Ro raha hai aitbaar karke

Darr ka shikaar hua aitbaar
Dil mein daraar hua aitbaar
Kare jeetkaar baahein pasaar karke
Nashtar ki dhaar hua aitbaar
Pasli ke paar hua aitbaar
Choosay hai khoon bada khoonkhaar banke

Jhulsi hui iss rooh ke, chithde padeh bikhre hue
Udhdi hui ummeed hai oo
Raunde jinhe kadmo tale, badi beraham raftaar yeh
Bejaan si iss geed ke oo
Jal bhun ke raakh hua aitbaar
Ganda mazaak hua aitbaar
Chidhta hai, kudhta hai, sadta hai raaton mein
Challi sa chaakh hua aitbaar
Raste ki khaak hua aitbaar
Galta, pighalta hai, khalta hai raaton mein

Dil aitbaar karke, kho raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke
Ro raha hai aitbaar karke
Dil aitbaar karke, kho raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke
Ro raha hai aitbaar karke

Kyun phir zaar zaar hua aitbaar
Tukde hazaar hua aitbaar
Hua sharmsaar khud se hi haar kar ke
Nashtar ki dhaar hua aitbaar
Pasli ke paar hua aitbaar
Choosay hai khoon bada khoonkhaar banke

Yeh pal, jo hain woh haadse hain
Ya phir likhe yunhi the
Tai hue the pehle hi
Ya phir yeh tai nahi the
Apne begasne, rishton ke maane ko pehchaana
Mrigtrishna hai yeh, duniya zamana humne jaana
Kyun gire hain toot ke jab jude hum kabhi bhi nahi the, nahi the

Simti lipti sehmi si bezaar, bezaar
Kyun hai zindagi
Yun hi ghut ke
Jeenay ka hi naam, hi naam
Kyun hai zindagi

Kya bataayen ye rang bhari
Haseen titliyon si kabhi thi
Rengte ke chuon jaise, toh nahi thi
Hoo iss pe na jaane
Kin galtiyon ka hai jurmaana
Mrigtrishna hai yeh
Duniya zamana humne jaana
Kyun gire hain toot ke jab jude hum kabhi bhi nahi the, nahi the))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Gulzaar Zaar Hua Aitbaar Video

Video Description :

Gulzaar Zaar Hua Aitbaar download mp3 song

Recent Tags : Gulzaar Zaar Hua Aitbaar Lyrics | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar Video Song | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar free play mp3 song | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar free download mp3 song | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar Full Video Song | Free Gulzaar Zaar Hua Aitbaar movie songs | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar free songs | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar play online | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar free mp3 song download | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar online play Song | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar Hindi Lyrics | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar Lyrics | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar online mp3 songs | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar full songs | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar online music | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar free Video | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar online Video | Gulzaar Zaar Hua Aitbaar mp3 Download | Free Download Gulzaar Zaar Hua Aitbaar song