Harishchandra Taramati 1963 - Download Mp3 Song

Harishchandra Taramati 1963

Harishchandra Taramati 1963

B.K. Adarsh
Hridaynath Mangeshkar
Virendra Mishra
Prithviraj Kapoor, Jaymala, B.M. Vyas

album songs
Ek Hai Jharna
Singer : Mohammed Rafi

Ek Hai Jharna Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Hai Jharna
Song Lyrics Movie = Harishchandra Taramati (1963)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Virendra Mishra
Music Composer = Hridaynath Mangeshkar
Director = B K Adarsh
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

(( Ek hai jharna ek hai nadiya
Ek sagar gahra hai
Ek hai jharna ek hai nadiya
Ek sagar gahra hai
Behta jal kab ek jagah par
Thehra hai
Ek hai jharna

Yeh jivan hai janjal ghana
Jo raja tha chandal bana
Yeh phulo ki raj kumari
Rani thi ab hai panihari
Maa se beta chhut gaya hai
Iska sapna tut gaya hai
Tap kar sona kundan banta
Wohi asli sehra hai
Behta jal kab ek jagah par
Thehra hai
Ek hai jharna

Hai kam kisi ka hath kisi ke
Kuch din mithe kuch din tikhe
Yeh hai dasi ki bhi dasi
Tan chah kar hai man sanyasi
Pran palenge raja rani
Dekhe kis mein kitna pani
Jo pani ka geet na samjha
Aisa jag to gahra hai
Behta jal kab ek jagah par
Thehra hai
Ek hai jharna

Jite ji marna padta hai
Anchaha karna padta hai
Dukhiyara darpan rota hai
Bach ke jite kya hota hai
Pardesi nanha banjara
Ab sukha jharna bechara
Do naino ke jal mein jhaka
Jag ka kala chehra hai
Behta jal kab ek jagah par
Thehra hai
Ek hai jharna ek hai nadiya
Ek sagar gahra hai
Ek hai jharna...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Ek Hai Jharna Video

Video Description :

Ek Hai Jharna download mp3 song

Recent Tags : Ek Hai Jharna Lyrics | Ek Hai Jharna Video Song | Ek Hai Jharna free play mp3 song | Ek Hai Jharna free download mp3 song | Ek Hai Jharna Full Video Song | Free Ek Hai Jharna movie songs | Ek Hai Jharna free songs | Ek Hai Jharna play online | Ek Hai Jharna free mp3 song download | Ek Hai Jharna online play Song | Ek Hai Jharna Hindi Lyrics | Ek Hai Jharna Lyrics | Ek Hai Jharna online mp3 songs | Ek Hai Jharna full songs | Ek Hai Jharna online music | Ek Hai Jharna free Video | Ek Hai Jharna online Video | Ek Hai Jharna mp3 Download | Free Download Ek Hai Jharna song