Chhota Aadmi 1986 - Download Mp3 Song

Chhota Aadmi 1986

Chhota Aadmi 1986

Krishnakant
Mahesh Sharma, Naresh Sharma
Jainendra Jain
Aruna Irani, Naresh Kanodia, Satyendra Kapoor

album songs
Chhota Sa Aadmi Hoon
Singer : Kishore Kumar

Chhota Sa Aadmi Hoon Lyrics

Song Title = Chhota Sa Aadmi Hoon
Movie/album = Chhota Aadmi (1986)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Jainendra Jain
Music Composer = Mahesh Sharma, Naresh Sharma
Director = Krishnakant
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Masti ki ek lahar hu sailab nahi hu
Sada sa hakikat hu mai khwab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Masti ki ek lahar hu sailab nahi hu
Sada sa hakikat hu mai khwab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

Tinka hawa ke sang akash me uda
Bola mai ho gaya parwat se bhi bada
Tinka hawa ke sang akash me uda
Bola mai ho gaya parwat se bhi bada
Muskurayi dharti
Khilkhilake nadi has padi
Mit gaya wahi ke jisne bat kabhi ki badi
Bijli giri tinka jala
Khak hua mit gaya
Toba re meri toba jarra hu jami par hu
Aftab nahi hu
Khus hu ki mai jugnu hu mahtab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

Phul jo mali ne ek dal se khincha
Khilne ka maine kaha ye hai natija
Phul jo mali ne ek dal se khincha
Khilne ka maine kaha ye hai natija
Phul hasa jayada bola ki
Nadan hai tu
Marna to hai sabko jine ki ada jan tu
Dewta ke sar se mar ke bhi aa gaya maja
Toba re meri toba
Has has ke khil raha hu
Betab nahi hu
Pathar hu niw ka mehrab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

Chote se ek gaw se aya hu mai
Pyar ka khajana laya hu mai
Chote se ek gaw se aya hu mai
Pyar ka khajana laya hu mai
Bolo ye khajana mai chupake
Kidhar jaunga
Apse mila hai ap hi pe luta jaunga
Khali hath aana hai khali hath jana
Toba re meri toba
Tarif ke to kabil janab nahi hu
Hakkad hu kalandar hu nawab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu

Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu
Chhota sa admi hu, amitab nahi hu...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Chhota Sa Aadmi Hoon Video

Video Description :

Chhota Sa Aadmi Hoon download mp3 song

Recent Tags : Chhota Sa Aadmi Hoon Lyrics | Chhota Sa Aadmi Hoon Video Song | Chhota Sa Aadmi Hoon free play mp3 song | Chhota Sa Aadmi Hoon free download mp3 song | Chhota Sa Aadmi Hoon Full Video Song | Free Chhota Sa Aadmi Hoon movie songs | Chhota Sa Aadmi Hoon free songs | Chhota Sa Aadmi Hoon play online | Chhota Sa Aadmi Hoon free mp3 song download | Chhota Sa Aadmi Hoon online play Song | Chhota Sa Aadmi Hoon Hindi Lyrics | Chhota Sa Aadmi Hoon Lyrics | Chhota Sa Aadmi Hoon online mp3 songs | Chhota Sa Aadmi Hoon full songs | Chhota Sa Aadmi Hoon online music | Chhota Sa Aadmi Hoon free Video | Chhota Sa Aadmi Hoon online Video | Chhota Sa Aadmi Hoon mp3 Download | Free Download Chhota Sa Aadmi Hoon song