Mrityudaata 1997 - Download Mp3 Song

Mrityudaata 1997

Mrityudaata 1997

Mehul Kumar
Anand, Milind Shrivastav
None
Amitabh Bachchan, Dimple Kapadia, Karisma Kapoor, Paresh Rawal, Arbaaz Ali Khan

album songs
Apne Baap Ka Kya Jaata
Singer : Sudesh Bhonsle

Apne Baap Ka Kya Jaata Lyrics

Song Title = Apne Baap Ka Kya Jata Hai
Movie/Album = Mrityudaata (1997)
Singers = Sudesh Bhonsle
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Mehul Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Apne bap ka kya jata hai
Kahi bandh kahi chhaka jam
Kar gaya koi kam tamam
Chorahe pe jal gayi bas
Do ko mar ke bhage das
Bich sadak pe nare baji
Pandit se takaraya kaji
Dharam aur mahajab ke naam pe

Koi dhandha karwata hai
Koi dhandha karwata hai
Apne bap ka kya jata hai
Koi dhandha karwata hai
Arey, apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai

Bacha chhota bag bada hai
Kamar jhuki hai phir bhi khada hai
Usko education ne mara
Usko doneshan ne mara
Aaj ke dor me aage badana
Hai bada mushkil ab padana
Jiske pas nahi hai paisa
Wo kaha ab pad pata hai
Wo kaha ab pad pata hai
Apne bap ka kya jata hai
Wo kaha ab pad pata hai

Arey, apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai
Arey, apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai

Gunde ka bhai inspector
Inspector ka jija loyar
Loyar ka nitha hai sala
Alag hai chabi par ek tala
Phir bhi hai bas mari mari
Jaye kaha janta bechari
Upar se lekar niche tak

Har koi ab bhus khata hai
Har koi ab bhus khata hai
Apne bap ka kya jata hai
Har koi ab bhus khata hai
Arey, apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai

Achha kam jo karne jao
Morache walo se takarao
Bap na hoga ma na hogi
Sapno ki duniya na hogi
Kale mukhade ho jayenge
Desh ke tukade ho jayenge
Ab bhi kya tu ye gayega
Sath mere jo ab gata hai
Sath mere jo ab gata hai

Arey bolate kyu nahi hai
Apne bap ka kya jata hai
Bolati band ho gayi kya
Apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai
Apne bap ka kya jata hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Apne Baap Ka Kya Jaata Video

Video Description :

Apne Baap Ka Kya Jaata download mp3 song

Recent Tags : Apne Baap Ka Kya Jaata Lyrics | Apne Baap Ka Kya Jaata Video Song | Apne Baap Ka Kya Jaata free play mp3 song | Apne Baap Ka Kya Jaata free download mp3 song | Apne Baap Ka Kya Jaata Full Video Song | Free Apne Baap Ka Kya Jaata movie songs | Apne Baap Ka Kya Jaata free songs | Apne Baap Ka Kya Jaata play online | Apne Baap Ka Kya Jaata free mp3 song download | Apne Baap Ka Kya Jaata online play Song | Apne Baap Ka Kya Jaata Hindi Lyrics | Apne Baap Ka Kya Jaata Lyrics | Apne Baap Ka Kya Jaata online mp3 songs | Apne Baap Ka Kya Jaata full songs | Apne Baap Ka Kya Jaata online music | Apne Baap Ka Kya Jaata free Video | Apne Baap Ka Kya Jaata online Video | Apne Baap Ka Kya Jaata mp3 Download | Free Download Apne Baap Ka Kya Jaata song