Gulaal 2009 - Download Mp3 Song

Gulaal 2009

Gulaal 2009

Anurag Kashyap
Piyush Mishra
Piyush Mishra
Kay Kay Menon, Raj Singh Chaudhary, Jesse Randhawa

album songs
Aarambh Hai Prachand
Singer : Piyush Mishra

Aarambh Hai Prachand Lyrics

Song Lyrics Title = Aarambh Hai Prachand
Song Lyrics Movie = Gulaal (2009)
Singer = Piyush Mishra
Lyricists = Piyush Mishra
Music Composer = Piyush Mishra
Director = Anurag Kashyap

Mp3 Song Lyrics

(( [Aarambh hai prachand,
Bole mastako ke jhund,
Aaj jung ki ghadi ki tum guhar do]- 2 times
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan,
Aaj ek dhanush ke baarn pe utaar do,
Aarambh hai prachand,
Bole mastako ke jhund,
Aaj jung ki ghadi ki tum guhar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan,
Aaj ek dhanush ke baarn pe utaar do,
Aarambh hai prachand

[Mann kare so praan de,
Jo mann kare so praan le,
Wahi to ek sarv shaktimaan hai] -2 times
Ishr ki pukaar hai yeh bhagwat ka saar hai,
Ki yudh hi to veer ka pramaan hai,
Kauravo ki bheed ho ya pandavo ka neer ho,
Jo lad saka hai wo hi to mahaan hai,
Jeet ki hawas nahi, kisi pe koi vash nahi,
Kya zindagi hai thokaro pe maar do,
Maut anth hai nahi to maut se bhi kyu dare
Yeh jaake aasmaan mein dahaad do,
Aarambh hai prachand,
Bole mastako ke jhund,
Aaj jung ki ghadi ki tum guhar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan,
Aaj ek dhanush ke baarn pe utaar do,
Aarambh hai prachand

[Ho daya ka bhaav ya ki shaurya ka chunaav,
Ya ki haar ka wo ghaav tum yeh soch lo]- 2 times
Ya ki poore bhaal bhar jala rahe vijay ka laal,
Laal yeh gulaal, tum yeh soch lo,
Rang kesari ho ya mridang kesari ho ya ki,
Kesari ho laal tum yeh soch lo..

Jis kavi ki kalpana mein zindagi ho prem geet,
Uss kavi ko aaj tum nakaar do,
Bheegti nasso mein aaj, phoolti rago mein aaj,
Aaj aag ki lapat ka tum baghaar do,
Aarambh hai prachand,
Bole mastako ke jhund,
Aaj jung ki ghadi ki tum guhar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan,
Aaj ek dhanush ke baarn pe utaar do,
Aarambh hai prachand- 3 times
Hoye hoye hoye..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Aarambh Hai Prachand Video

Video Description :

Aarambh Hai Prachand download mp3 song

Recent Tags : Aarambh Hai Prachand Lyrics | Aarambh Hai Prachand Video Song | Aarambh Hai Prachand free play mp3 song | Aarambh Hai Prachand free download mp3 song | Aarambh Hai Prachand Full Video Song | Free Aarambh Hai Prachand movie songs | Aarambh Hai Prachand free songs | Aarambh Hai Prachand play online | Aarambh Hai Prachand free mp3 song download | Aarambh Hai Prachand online play Song | Aarambh Hai Prachand Hindi Lyrics | Aarambh Hai Prachand Lyrics | Aarambh Hai Prachand online mp3 songs | Aarambh Hai Prachand full songs | Aarambh Hai Prachand online music | Aarambh Hai Prachand free Video | Aarambh Hai Prachand online Video | Aarambh Hai Prachand mp3 Download | Free Download Aarambh Hai Prachand song