Prem Tapasya 1983 - Download Mp3 Song

Prem Tapasya 1983

Prem Tapasya 1983

Narayana Rao Dasari
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Rekha, Reena Roy

album songs
Aadmi Deewana Hai
Singer : Shabbir Kumar

Aadmi Deewana Hai Lyrics

Song Title = Aadmi Deewana Hai
Movie/album = Prem Tapasya (1983)
Singers = Shabbir Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Narayana Rao Dasari
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Aadmi deewana hai atbar karta hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai
Waqt bhi kabhi kisi ka intzar karta hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai

Thodi si haqikat hai thoda sa fasana hai
Or kya hai jindagi or kya jamana hai
Aadmi deewana hai deewana hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai

Aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye
Aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye
Achhe bure sare din ek din gujar gaye
Ek sawari aayi thi ek sawari aayegi
Jindagi jo layi thi maut leke jayegi
Jindagi jo layi thi maut leke jayegi
Aadmi deewana hai deewana hai

Jine ke liye khushi to bahut jaruri hai
Jine ke liye khushi to bahut jaruri hai
Thoda sa jo gum nahi to har khushi adhuri hai
Ek din marize gum khud masiha ban gaya
Dard itna badha gaya ke dard dawa ban gaya
Dard itna badha gaya ke dard dawa ban gaya
Aadmi deewana hai deewana hai

Kya janaja hota hai kya barat hoti hai
Kya janaja hota hai kya barat hoti hai
Log jama hote hai ek hi bat hoti hai
Panghat se marghat tak sath mela jayega
Jo akela aaya hai aaya hai
Jo akela aaya hai wo akela jayega
Jo akela aaya hai wo akela jayega
Jo akela aaya hai wo akela jayega.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Aadmi Deewana Hai Video

Video Description :

Aadmi Deewana Hai download mp3 song

Recent Tags : Aadmi Deewana Hai Lyrics | Aadmi Deewana Hai Video Song | Aadmi Deewana Hai free play mp3 song | Aadmi Deewana Hai free download mp3 song | Aadmi Deewana Hai Full Video Song | Free Aadmi Deewana Hai movie songs | Aadmi Deewana Hai free songs | Aadmi Deewana Hai play online | Aadmi Deewana Hai free mp3 song download | Aadmi Deewana Hai online play Song | Aadmi Deewana Hai Hindi Lyrics | Aadmi Deewana Hai Lyrics | Aadmi Deewana Hai online mp3 songs | Aadmi Deewana Hai full songs | Aadmi Deewana Hai online music | Aadmi Deewana Hai free Video | Aadmi Deewana Hai online Video | Aadmi Deewana Hai mp3 Download | Free Download Aadmi Deewana Hai song